Realme X3 SuperZoom India me 26 June tak launch ho sakta hai. Ye information 91mobiles ne apni ek report me retails sources ke through bataya hai. However, company ne pehle hi is smartphone ki India me launching ki kharab ko confirm kar diya tha. Last month hi Realme India ke CEO Madhav Seth ne India me launch karne ka hint diya tha. However, Realme X3 SuperZoom ki launching globally 26 may ko hi hogae thi.
Isme aapko Snapdragon 855 plus processor, 64MP quad camera and 60x Zoom support jaise features milenge. Is smartphone ki khas baat hai ki HighEnd features aapko mid-range price me milenge.
Price And Specifications
European Market me Realme X3 SuperZoom ke 12GB RAM and 256GB Storage variant model ka price EUR 499 ( Lagbhag ₹41,000 ) rakhi hai. But hope so iski keemat Indian market ke according rakhi Jae. Then too as per sources price ₹30k ke under me hi rahegi. And chances ye hai ki ye phone Realme X2 Pro ko replace kar Sakti hai.
Realme X3 SuperZoom ke specifications ki baat kare then isme 120Hz High Refresh rate ke sath 6.6 inch ka full HD+ LCD display milta hai. And iske alawa 12GB RAM ke sath Snapdragon 855 plus processor bhi hai. Side mounted fingerprint sensor, liquide cooling system, 64MP quad core rear camera set-up and 30W fast charging ke sath 4200mAh ki battry bhi aapko is smartphone me mil jaati hai.
Although, Abhi ye clear nahi hai ki company Realme X3 and X3 Pro ko bhi launch karegi ya nahi? In dono ki smartphones ki sale Abhi filhal kisi bhi market me start nahi ki gae hai. But chances hai ki global launching India se hi ho.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin