Chinese smartphone maker OnePlus ke co-founder Carl Pei ne share ki OnePlus Nord ki sari details ek interview me, with popular Tech YouTuber Marquees Brownie ko di. pei ne sab details reveal kardi except for the price jo ki expect kiya ja Raha hai ki affordable rahega. Uske sath bataya ki Oneplus Nord pre-booking pe available hogi.
About Camera Of One Plus Nord:
Ye confirm ho Gaya hai ki Oneplus Nord ab feature Karega. Ek quad-lens rear camera ek glossy glass design ke sath at the back. Ye almost current OnePlus flagship phones ki tarah similar hoga. Camera ma 48 MP quad set up rahega.
Connectivity, Chipset And Colour:
Aisa bhi kaha ja Raha hai ki OnePlus Nord ab Qualcomm Snapdragon 765G chip ke sath aayega. That means ki ye phone 5G connectivity ko support Karega. Also, Ye bhi expects kiya ja Raha hai ki iski price range INR 40,000 ke around hogi. Record ke liye, OnePlus 8 jo tha vo Flagship Snapdragon 865 processor. 6 GB RAM and 128GB storage ke sath India me INR 41,999 ka launch hua tha.
Moreover, One Plus Nord most likely 2 colours me available hoga – Teal and Dark Gray.
Infact, OnePlus teal colour ke OnePlus buds also launch karega. Just because ek video me Pei ko dekha ja raha hai ki unhone upcoming TWS form Oneplus upload kar rakhe hai.
Interview Of Pei:
Pei ne kaha ki ab vo thode time se OnePlus Nord khud use kar rahe hai daily. Or vo ye keh rahe hai ki users difference nahi spot kar paayenge. Snapdragon 765G and 800 Flagship series processors from Qualcomm ke beech me.
Pei ne video me btaya ki IP68 water and dust resistance jaise features kaafi investment demand karte hai. Testing equipment or manpower ki form me. “Every OnePlus phone ki IP certification $15 ke around cost karti hai”- Pei ne video me kaha. Isliye, OnePlus Nord koi IP certification ke sath nahi aayega jiska Matlab hai ki vo officially waterproof nahi hai. Meanwhile, unhone ye bhi btaya ki NFC connectivity ke phone me cost karti hai around $4 per handset. Pei ne ye bhi bola ki OnePlus Nord extreme use cases ke liye nahi hai.
More About OnePlus Nord:
OnePlus Nord, earphone jack ke sath nahi aayega. Jab video interview me Pei se pucha Gaya ki 3.5mm ke headphone jack add karne ke liye kitni cost lagti hai. Then, Pei ne kaha ki cost se jyada it is about design. Thinness and battery capacity jo ki phone use kar sakta hai. By not offering the Earphone Jack. But unhone ye mention nahi kiya ki kitni extra battery life add ho jati hai earphone jack na add karne se.
Pei ne interview me ye bhi btaya ki OnePlus pichle 6 mahine se work kar Raha hai OnePlus Nord ko launch karne ke liye. Mostly unko kisi bhi phone ko launch karne ke liye 9 months ka time lagta hai but Nord ke case me unko sirf 6 months ka time laga. OnePlus Nord Ki Pre Booking Start Hogae hai Booking yaha se kare
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par