HUM Jio 4G/LTE bohot samaye se India mein use karte are hai. Jio network ne ek boost diyaa hai internet upload and download speed jo 3G pe chalta tha. Most of us kush hai joo apne youtube videos 1080p mein dhek sakte hai bina koi dhikat ke. Aur ab 5G anee see na ki bass internet speed stable rahega .Iskiee wajasee error timeout ya network ata thaa ab nahi ayega.
Where does India stand on the deployment of 5G?
Company ke telecom sector aur unke vendor ne 5G ke lab test purre kar liye hai .Par lekin abhee field test shuroo karana baakee hai. jo shuroo mein pichhale saal hone vaale the. Service provider 5g network ke saath tie up kar liya hai jaise ki Nokia, Ecrison etc. Iske wajasee Jio 5G bohot jald India mein dheka jayega. Qualcomm’s investment arm Jio ke 0.15% stake buy kiyee hai for Rs.730 crores ($97.1 million). Ye partnership Jio platform ko advanced 5G infrastructure aur service provide karega Indian customers ko.
How is 5G better than 4G?
Ek bar rollout honeke baad 5G ke internet speed ek important boost dega India ke internet speed. Ise stability rahegi internet ke upload aur download speed mein. Abhi ke liye, 5G can give 20Gbs downlink and 10Gbs uplink. Yee service multiple users mein share kiya jayega. Jiskee ki har ek user ko 100Mbps download speed aur 50 Mbs upload speed mile.
Other Benefits Besides 4G:
Speed ke alawaa, 5G network low latency bhi leke ayega. Iskaa matlab yee hai ki India mein aajkal Gaming jo hjyada badawa milaa hai. Gaming experince achaa hoga jo lag free hogaa aur frame drop bhi nahi hoga. Video call bhi kabhi drop out nahi hogee network error ke vajase. Akash Ambani ne announce kia ki better health care facilities over the internet provide
What advantage does Jio have in 5G?
Companies jaise ki Airtel aur Vodafone Idea are serving Indian customers. Yee Jio anekee bohot phele see chalra hai. However unkoo 2G infrastructure maintain kar lagta aur. Jio entered directly 4G ke saath ayee. Jiseki unkoo 2G customers ko handle nahi karna padega. And to upgrade from 4G to 5G bohot easy rahega Indian customers ke liye. Jio ne announcement bhi kar rakhi hai 5G plan ready hai and bohot jaldi Indian Markets mein dheka jayega.
What is an affordable smartphone’s role?
Jio 5G is expected in India next year, aur uska penetration phele kum rahega. Agar Jio can provide affordabiltiy 4G smartphone, toh Jio can upgrade existing 2G feature phone users. JioPhone customers ko atleast 4G network. Jio ke bass 2G ka infrastructure nahi hai . Jiseki unkee 2G users ko 4G users pe convert karne ko try karna padega.
Thus Reliance is using its own domination in mobile networking. Jio ne Khud ke dum se Indian network mein domination dhikaya hai . Jiski Make in India-Atmanirbhar Bharat ek charan aage chala jaye.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin | Pinterest