What is Nuclear Football ?
United States of America ke president Jahan bhi jaate Hain unki Ek military aide ke paas hamesha Ek suitcase rahata hai. USA ke president kahin bhi jaate Hain China Japan to unke pass Ek military aide rahata Hai jinke pass Ek suitcase hota Hai aur use suitcase ka naam hai nuclear football. Aur us briefcase Mein nuclear attack ke liye commands hote Hain. USA ke president Ko Agar kisi bhi dusre country per nuclear bomb ke strike authorised karni ho to use nuclear strike ko karne ke liye Jo content chahie vah is briefcase Mein present Hote Hain.#Nuclear Football
Steps to launch Nuclear Football :
Nuclear strike karne ke liye sabse pahle top advisors ke sath meeting ki jaati Hai aur vah meeting 1 minute 30 second is type se ho sakti hai. Aur uske baad launch order Diya jata hai aur launcher room mein codes bhej de jaate Hain. Aur fir uske bad launch crew iski authentication ko confirm karta hai aur fir enter Karta Hai target information ko aur unlock kar di jaati Hai missiles. Aur uske baad missile launch kar di jaati hai aur Agar Ek baar missile launch Ho jaati Hai to use rokane ka koi bhi Tarika nahin Hai.
Nuclear Football : President ke diye Gaye order ko Kaun manaa kar sakta hai
United States of America ke defence minister disagree kar sakte hain unke pass ye power hoti hai. But United States of America ke president usi time par unhein fire bhi kar sakte hain aur vah kisi dusre defence minister ko vahan par position de sakte hain aur unhen bhi Agar disagree kar diya ho to vah unhen bhi fire Karkar kisi dusre defence minister ko position de sakte hain aur Aisa kaam tab tak chalta bhi rah sakta hai jab tak unki baat Ko agree na kiya jaaye.
Section 4 of amendment 25 ke antargat vice president of United States of America Ek proposal pass kar sakte hain jismein yah kaha ja sakta hai ki president is in capable of performing his duties. Agar yeh pass Ho jata Hai to United States of America ke president ke order nahin maane jaenge. #Nuclear Football
Nuclear Football | Donald Trumph
November 2017 Mein Trump China ke beijing Mein the aur vo lunch kar rahe the Chinese President XI jinping ke sath to jo Chinese security officials th aur jo military aide tha jiske pass briefcase tha unke saath ek physical tussle ho gaya tha. #Nuclear Football
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin