Smriti Mandhana Ke birthday par aaj Indian Premier League aur Indian Cricket team ke players ne unhe wish kiya. Yuvraj Singh and Rahul Singh ne bhi twitter par Indian Women’s Cricketer ko wish kiya.
Smriti Mandhana Kon Hai?
Smriti Mandhana ka aaj birthday hai. Vo ek Indian Cricketer hai jo ki Indian Women’s Cricket team ki player hai. Also, 2018 mein The Board of control for Cricket in India ne Smriti Mandhana ko Best Women’s International Cricket se pronounce kiya. Therefore, Smriti left-handed hai or right arm se Bowling karti hai. Moreover, Smriti ka janam Mumbai mein hi hua hai aur unke father and brother dono ne district-level pe Sangli ke liye Cricket khela hai. Also, Smriti ke ander Cricket khelne ka desire apne brother ko dekh ke aya.
Smriti Mandhana Twitter Pe Ho Rahe Viral
Smriti Mandhana aaj 24saal ki hogyi hai. Also, Smriti pehli youngest Indian Crickter hai jinhone apni jagah 2013 ke ODI debut mein banayi. Therefore, Mandhana ko abhi ke current generation mein ODI Batting ke ranking mein 4th par rakha hai. Also, itni kam age mein Smriti ne pehli T2OI captain hai jisne England ke against khela. So, Smriti ne XI sheet ke white ball Cricket mein bhi apna naam kamaya hai. Therefore, Smriti ko sabse pehli Jhulan Goswami ne wish kiya, jo ki fast-bowling legand hai.
Also, phir Yuvraj Singh ne bhi Smriti ko Twitter par wish kiya. “Happy Birthday @Mandhan_smriti May you continue to excel and keep the Indian Flag soaring with pride. Left handers in the Indian Team have a reputation of being very talented, keep that up. My best wishes.” – Yuvraj singh.
Indian women’s Team ke coach WV Raman ne bhi Tweet karke smriti Mnadhana ko birthday wish kiya. “Happy Birthday @Mandhana_smriti have a lovely day and may god bless you always” -WV Raman. And last Wisdom India ne bhi smriti ko wish kiya.
Kaise Shuru Hua Smriti Mandhana Ka Cricket Career
2013 mein One-day game me Smriti Mandhana pehli Indian woman thi jinhone double-hundred achieve kiya tha. Also, jab vo Maharashtra ke liye khel rahi thi tab Gujarat ko west zone under-19 Tournament mein unbeaten me 224 off 150 balls score kiya. Also, Smriti ne 2016 mein Women’s Challenger Trophy ke finals me unbeaten 62 off 82 balls score kiya. Therefore, January 2017 mein Smriti fielding karte time injured hogyi thi. Aur E D mein unhone 89 runs mein 12 innings ki. Also, 2018 mein unhone kai Super League ko sign kiya aur first indian League players ban gye. Moreover, 2018 me unka naam Hobert Hurricanes Squad ke 2018-19 ke women’s Big Bash League season mein bhi aagya.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par