Anushka Sharma Hindi Cinema ki Jani mani actress hain. Ne sarkar ke AYUSH union ministry me Shamil hui aur yoga diwas ki jaankari aur logo ko de rhi hain.
Is project ka hissa hone ke mutabik Anushka sharma . Apne fans ko aur jo Indian hai unko motivate krengi ke log yoga pe dhayan de. Aur usse jude faido ko penchane. Yoga ko apne daily ke routine me shamil kre.
Issi pe baat krte hue aage Anuska ne kha ki. “Yoga ek niyam hai aur kai wah hme hamari life ko niyantran me rakhne me madad karta hai. Yoga hame bandhta ni hai but wo hame free rakhta hai. Jisse ki ham duniya ke saare jeevo ko pyaar aur shanti ki bhawana se dekhe.
Wah aage isme add karti hai ki ” shanti aur pyaar ka paigam dene ke liye. Ham practice start krenge 21 june International Yoga Day se.
Ministry Of AYUSH Ka Tweet
Anushka ne bataya ki har saal Yoga diwas ke din Pradhan Mantri Narendra modi. Aur hazaro logo ke sath baith ke Delhi ke India gate me Yoga karte aye hai. But is saal COVID-19 ki vajha se ye possible ni ho paya. Yahi waja raha ke anushka ne initiative liya logo ko ghar baith ke yoga ke liye motivate kare.
“My Life My Yoga” Competition
Ministry of AYUSH ne ek competition organize kiya jiska nam”My Life My Yoga” nam diya gaya. Isme yah bataya gaya ki kaise “yoga day” ko poori duniya me famous kiya gaya. Bharat me saalo saal chale arahe yoga ke prachlan ka credit PM Narendra Modi ko hi jata hai. Unhone apne 2014 United General Assembly par yoga ke uppar ek speech de thi. Tabhi se 21 june ek popular International Yoga Day bann gya.
Anushka Sharma
Agar ham Actress Anushka Sharma ki baat kare to unki last film jo hai. Wo Anand L Rai ki Film ‘ZERO’ thi. Iske baad Dekha gya ki Anushka Sharma ne apni social media accounts par. “Patal Lok” jo ki Amazon ki ek web series hai usse bhi bohot promote kiya.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin
[starbox id=shivangi]