in

Ball Tempering Ab Hua Legal : Covid-19 Ka Hua Asar

Ball Tempering ko legal karne ka process start hogya hai. Vaise to Cricket ke rules ko execute karne Ka Kam ICC(international cricket association) ka haik. But bahut kam log hi jante hai ki uske rules MCC (Melbourne cricket club) banata hai. And khas baat to ye hai ki last 200 sal se bhi jyada samay se rules MCC banata aa rha hai. Because MCC ICC SE bhi Purana hai.

Hamne hmesha Dekha hai cricket matches me,Ki ball pe either saliva or sweat laga ke usse chikna krte rahte hai. Par kya aap logo ko pata hai ke wo aisa kyu karte honge?

Jab ball nae hoti hai tab ball kafi Jada swing krti hai . But Jaise Jaise wo use hoti rhti hai wo swing krna Kam kar deti hai . And jiske wajah se bowlers ke liye run dena kafi asan hojata hai. Is chezze ko avoid krne ke liyai. And ball ko swing karate rhne ke liye Pakistani players ne ek trick nikala. Reverse swing Ka, kyu na ball ka ek side chamkate rhe chicknate rhe and dusra side khurdura rhe jo ki automatically bat lagne se Hota rhta hai.

Jab ball ek side se chikni rahti hai and dusre side se khurduri to wah swing hoti hai. That’s the reason ki players hamesha hi ye karte hai.

Kya Hai Ball Tempering?

Melbourne cricket club i.e MCC ke rule ke according ball ko chamkana allowed hai and legal bhi but sirf saliva, sweat ya geele kapde se. And vo bhi umpire ki Dekh rekh me. But ball ke dusre hisse me jo khurdura wala part hota hai usko aur khurdura banana illegal hai. Kafi saare players is ball tempering me pakde Gaye hai. Jaise ke Shoaib Akhtar.

Nails ki help se Ball Tempering karte Shoaib Akhtar
Bottle ki caps se bhi hoti hai Ball Tempering
Kyu Hua Legal Covid-19 Ke Kaaran

Ball tempering ko legal krne ke peeche bade wajh hai ke saliva Ka istemal. Hame pata hai ke saliva ke wajhse Corona ke 💯% chances hote spread hone ke. And ball har player ke pass jani hoti hai har koi choohta bhi hai because of that corona failne ke chances badh jaate hai. That’s why ab ball tempering ko legal krdiya jayaga.

Aur Bhi Articles Padhe: Milegi Girlfriend Ab Rent Pe | Carry Ka Kehar | Paad Ka Ilaaz | 

Funny Memes or Entertaining Articles ke Lie Follow Kare Hame: Instagram | Facebook | Twitter | LinkedIn

[starbox id=erum]

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

5 Horror Movies Jo Aapke Rongte Khade Kar De

Human Library : Jaha Kitabo Ke Emotions Hote Hai