in

Kis Par Based Hai Haridwar Me Banane Wala Religious Theme Park?

Uttarakhand government ke according Haridwar me banega theme park. India ke 52 Shaktipith pr based hoga theme park. In addition, State Government ne 10 Hectare land Haridwar ke Kankhal me alot kiya hai. News ke according Religious Theme Park ko banane ka concept 52 Shaktipith temple ke replicas pr depend hai.

Up to 80% off on kitchen products at Amazon.

52 Shaktipith In Theme Park

Theme park banane ka concept tourism ko holy city me promote karne ke liye kiya gya hai. Moreover each and every people ko chance milega jo har shakti temple me ja worship karna chahte hai. Because of Sparkling clean Ganga river water Haridwar news me bana hua hai. Reports ke according, Daksheshwar Mahadev Temple ke pas Kankhal village Theme Park ke liye plot alot kiya gya hai. Plot ke liye Land clearance and no objection certificate lene ka process section kiya ja chuka hai. Because of Theme Park Uttarakhand ke 13 Districts me tourism ko promote karne ka planning kr rhi hai.

Religious Theme Park
Ganga Aarti at Haridwar Up to 80% off on fashion at Amazon.

Main Reason To Choose 52 Shaktipith In Theme Park

Shaktipith temple un places pr hai jaha lord Shiva ki wife Sati ke body parts gire the. When Lord Vishnu ne apne Sudarshan Chakra Sati pr chalaya tha. Later, Hard tapasya se mandir ko pavitra kiya gya hai. Thousands of people daily Shaktipith me worship ke liye presents rahte hai. Shaktipith pr logo ki unbreakable shraddha hai. Devi ka darshan karne se logo ke sare dukh door ho jate hai.

Haridwar’s Famous Tourist Spots

Uttarakhand me Haridwar tourism ka most important center hai. Hindu religion me Haridwar aastha ka main center mana jata hai. Haridwar ko Gangadwar bhi bolte hai because Isi place se Holy River Ganga field pr entry karti hai. Har ki Paudi, Chandi and Mansa Devi Temple, kalpvriksha Van, etc important tourist place se log attract hote hai.

Shop festive delight deals at Amazon.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Life Story Of Rafael Nadal

Best Camera Phone Under Rs.20000 In India