Taj mahal | Beautiful Monuments
Mughal emperor Shah Jahan be apni wife Mumtaz Mahal ki yaad Mein Taj Mahal ko banvaya tha. Ye monument testimony hai Love Ki. Tombs mein jana restricted hai. Taj Mahal 28 types of semi precious stones se banaa hua hai and tourist jo bhi isevdekhne aate Hain vah iski sundarta Ko dekhkar madhosh Ho jaate Hain . It’s like daanton take ungliyan chabana . Is monument ki sundarta ka to koi jawaab hi nhi.
Red fort | Beautiful Monuments
Red fort ek bahut jyada popular and important fort hai India ka. Yeh Delhi mein situated hai. Jisko Shah jahan ki leadership mein banvaya gaya tha aur uske bad se yeh bahut saare nobles and kings Ka Ghar bhi reh chuka hai. Red fort important landmark ban chuka hai and isko use Kiya jata Hai prime minister ke dwara independence day par Nation ko address karne ke liye.
Qutub Minar | Beautiful Monuments
Yeh Ek 240 – foot monument hai jo ki Delhi mein hai jisko banvaya gaya tha qutub – ud- din aibak ke dwara aur unke heirs ke dwara. Is magnificent tower ke Charon taraf balconies hai. Qutub minar Red sand, marble and unique Indo Islamic architectural style hai. Ya qutub complex Mein located hai aur isko surrounded Kiya gaya hai bahut sare attractions ke dwara jismein quwwat-ul-islam mosque bhi include hota Hai.
Humayun tomb | Beautiful Monuments
Humayun tomb Mughal Empire ki sabse oldest constructions Mein se maana jata hai jisko banvaya gaya tha King Akbar ke dwara .yeh Ek majestic piece Hai architecture ka , the humayuns tomb jiske beauty dekhne layak hai . Ye famous hai apne red sandstone structure and impeccable geometric shape Ke Karan Jo ki Delhi mein situated hai.
Golden temple | Beautiful Monuments
Golden temple ko sikhs ke liye ek holy place Mana jata hai aur is temple ko Harminder Sahib ke naam se bhi Jana jata Hai . Aur Amritsar sarovar ke around banaa hua hai jo ki Sikhs ke liye ek Holy river Hai .golden temple blend Hai Islamic and Hindu architecture ka. Temple Ka lower-level banaa hua Hai marble floor se and Jo walls hai unpar animal and flower prints hai jo ki Punjab Mein situated hai. #Beautiful Monuments
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin