Bihar agricultural University develops Black Guava

Aisa Mana jata hai ki is guava mein antiageing property mojud hai. Yeh Ek unique variety Hai guava ki jisko develop Kiya Gaya Hai by scientist at Bihar agricultural University( BAU). Sabhi citizens aur researchers ka focus isi par hai kyunki isme anti-ageing factor mojud hai aur sath hi saath rich nutritional value bhi. Kyunki old-age kis Ko acchi nahin lagti Hai. Jyadatar sabhi ko dar Laga rahata Hai Ki old age hone par kitni bimariyan Ho jaati Hain.

black guava produced for first time in bhagalpur this fruit prevents  getting old know its other merits bau soil environment garden leaves  farmers - भागलपुर में पहली बार हुआ काले अमरूद का

Bhagalpur district | Black Guava

Black guava ki production sabse pahle start hui thi Bhagalpur district mein aur yah bahut hi unique variety ka guava Hai jisko develop Kiya Gaya Hai Bihar agricultural university ke dwara aur isne bahut se logon ki attention ko attract kiya hai aur sath hi sath bahut sare researchers bhi iski taraf attract ho rhe hai iski anti ageing property ko dekhkar .Eastern Bihar mein Bhagalpur district hai.

Bihar Agricultural University develops black guava rich in minerals,  vitamins | Patna News - Times of India

Subdivisions | Black Guava

Bhagalpur district headquarter hai Bhagalpur division ka and district and other Sadar subdivision. Yahan per 3 subdivision Hai Bhagalpur Sadar , kahalgaon , naugachia in the district. Bhagalpur district ki economy dependent Hai mainly on agriculture and on small businesses . Bhagalpur Mein silk industry has jo ki bahut salon se hai aur veh poore India mein famous hai apni bhagalpuri saree aur tussar silk ko lekar . jo silk institute hai and agricultural University Hai vah ISI city mein hai.

ROOKHRAJ PAUDHSHALA Raj Garden Plants Set Of 4 Live Plants ( Pomegranate  Sinduri Plant (2) + Black Guava Plant (2): Amazon.in: Home & Kitchen

Tussar Silk | Black Guava

Silkworms ko use Kiya jata Hai renowned silk produce karne ke liye jisse ki banai jaati Hai Tussar saree. jo ki bahut jyada famous hai aur yahan par Jo gangetic plain bahut jyada fertile hai aur vahan par main crops jaise ki rice, wheat ,barley and oilseeds ugay jaate Hain.

Black Guava

Guava Ek tropical tree hai , guava Ek bahut hi sweet fruit hai aur isko drinks mein bhi use Kiya jata hai. Or isse desserts and smoothies bhi banae jaate Hain. Guava tree dekhne mein bhi highly attractive hota Hai iski leaves aur flowers mein se bhi fragrance aati Hai. Ye guava ageing ko delay karta hai . Is fruit mein disease resistant property bhi hai. Iske andar red pulp hai jiske antioxidants , minerals, vitamins paaye jaate hain .#Black Guava

Bihar Agricultural University develops black guava rich in minerals,  vitamins | Patna News - Times of India

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…