in

Let’s Know About Bollywood Movies Name That Have Indian Cities

Vaise to Indian cities ki beauty worldwide famous hai. But some bollywood movies ki help se Indian cities ki popularity increase hui hai. Moreover, some movies ka name India ke cities par hai. Even so some movies city’s custom, people, and lifestyle par completely dedicated hai. After watching these movies Indian locations and picture-perfect landscapes se tourist definitely attract hote hai. If aap following movies dekhenge to definitely in places pr visit karne ke liye inspire honge. Because Bollywood Movie makers ke pas enough talent hai to present the beauty of Indian places.

22 Actors who made their own stand in Bollywood without Godfather
Bollywood Movies Great Indian Festival is live On Amazon.

Once Upon a Time In Mumbai (Mumbai)

Sapno ka shahar kahe jane vala Maharashtra ka capital hai Mumbai. Once Upon a Time In Mumbai movie me 1970s ke time ke Mumbai ko portray kiya gaya hai. Haji Ali Dargah and Bhaucha Dhakka par movie ka kuch shot liya gaya hai. Moreover, 70s ke time ke baad is city me bht sare changes aye hai. But movie me Mumbai ke Love, life, lies and eternal struggle for survival ko perfectly present kiya gaya hai. Even so movie me 70s ke retro-chic mode se Mumbai ke actual beauty ko perfectly capture kiya gaya hai. Moreover, aur bhi kai movies me Mumbai ko beautifully present kiya gaya hai. For example, Mumbai Meri Jaan, Shootout at Lokhandwala, etc.

Dilli 6 And Delhi Belly (Delhi)

Dilli 6 and Delhi Belly both movies me India ke capital Delhi ko present kiya gaya hai. Firstly, Delhi Belly ki shooting Pitampura, Kapeshera, and old Delhi me hui thi. Secondly, Dilli 6 movie me Jama Masjid of Old Delhi ke aas pas ke view ko show kiya gaya hai. Even so, Dilli 6 movie me yaha ke activities like, drying pickle on rooftops, flying kites, and singing songs ko capture kiya gaya hai. Delhi India me one of most visited place me se ek hai. And tourist ko yaha bht kuch explore karne ko milta hai. Additionally, Chandani Chowk to China and Zila Ghaziabad movies too me Delhi ko beautifully present kiya gaya hai.

Chennai Express (South India)

Is movie me South India ko beautifully showcase kiya gaya hai. Chennai Express watch karte time South India ka Bright blue waters, gigantic waterfalls and lush green forests dekhne milega. Moreover, Kerala, Meesampulimala, and other places in South India me movie ka shot liya gaya tha. Movie dekhte hi tourist ko South India travel karne ka man hoga. Furthermore, movie me south ke culture and warm hospitality ko successfully represent kiya gaya hai.

Up to 80% off on home and kitchen at Amazon.

Mission Kashmir (Kashmir)

The valleys of Kashmir ko love and rebellion ka symbol mana jata hai. Many tourist ka Kashmir one of favourite place hai. Moreover, Kashmir ka eternal beauty, Heaven on Earth ki feeling karata hai. Mission Kashmir movie me Kashmir ke snow-peaked Himalayas, Dal Lake, apple trees and pink flowers ko beautifully present kiya gaya hai. Movie dekhte time tourist ko Kashmir me war ke time ka breathtaking view dekhne ko milega. Even so Rockstar movie me Kashmir ke beauty ko experience kar sakte hai.

Gangs of Wasseypur

Gangs of Wasseypur movie me Wasseypur and Dhanbad ke coal mafia ka politics, struggle and revenge dynamics ko showcase kiya gaya hai. Moreover, Movie me Bihar and Jharkhand ke kuch parts ka view tourist ko experience karne ko milega. Traditional village view ko movie me beautifully showcase kiya gaya hai.

Up to 75% off on T.V. and Appliances at Amazon.

Other Movies To Inspire Tourism

Various other must watch movies hai jo Indian Cities ke beauty ko showcase karti hai. For example, Shuddh Desi Romance and Eklavya  movies me Jaipur and Rajasthan ke beauty ko present kiya gaya hai. Likewise,  Piku, Barfi, Lootera, etc movies ke scene ka shot Kolkata me liya gaya hai. Moreover, Goa ke beaches ko Go Goa Gone, Dil Chahta Hai, Bombay to Goa, etc movies me present kiya gaya hai. As conclusion, Bollywood movies and Indian cities dono ki list bht long hai. So keep on search and explore India.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

 

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

IPL T20 Never Disappoints: MI Vs KXIP

Best Phones Under Rs.20000 In India