in

WTFWTF

Can Women Take Vaccine During Menstruation??

There a question can women take vaccine during menstruation?? .WhatsApp and Facebook per bahut sare messages failai ja rahe the ki menstruation ke time females ko vaccination nahin karana chahie. Or ye fake news har jagah failai ja rahi thi ki period ke 5 days pahle aur 5 days baad vaccination nahin karana chahie. Is tarah ki khabar WhatsApp per lagatar failai ja rahi thi. Jis karan se Sarkar ko aana pada aur is myth ko khatam karne ke liye doctor se research karne ke liye kaha Gaya.# can women take vaccine during menstruation??

Coronavirus vaccine:Is it safe to take the COVID-19 vaccine during  menstruation? Doctors clear the truth! | The Times of India

Government on ‘ can women take vaccine during menstruation??’

Sarkaar ka manna tha kiagar aapki age 18 plus hai aur aapko vaccine lag rahi hai to aapko lagva leni chahie aur is fake news per bilkul Dhyan na dein. Bahut sare doctors aur activists bhi Twitter per aaye aur unhone isko Puri tarah se reject kar diya aur kahan ye sirf ek fake news hai jo failai ja rahi hai. In fake news se Bach kar rahiye. # can women take vaccine during menstruation??

We need to stop brushing women's sexual health issues under the carpet,  says gynaecologist Dr Munjaal Kapadia - Times of India
Dr. Munjal V Kapadiya


Gynecologist Dr munjal V kapadiya ne bhi kaha ki yah sirf Silly WhatsApp rumours hai Jo ki logon ki dwara yahan failaye ja raha hai.

Myth : covid vaccine will cause female male infertility or don’t take it around periods or other reproductive fears

Fact : it’s nonsense there is no scientific data to suggest this.

Efficacy Questions | can women take vaccine during menstruation ??

Ek Aur rumour failaya ja raha tha ki agar menstruation ke time female vaccine lagwati Hai To vaccine ki efficacy kam Ho jaati Hai. Lekin Abhi Tak Jo bhi study ki gai hai uske hisab se vaccine aur periods ka koi bhi Lena Dena nahin Hai. # can women take vaccine during menstruation??

Vaccine is absolutely safe. Menstruation is a natural body process Aur Isse hamari ki koi bhi immunity Kam nahin Hoti.

IndiaFightsCorona on Twitter: "#CoronaFacts: 📍Myth:- It is not safe to  take #COVID19Vaccine during menstruation❓❓ ↗️ Fact:- Menstruation has no  effect on COVID-19 Vaccine efficacy. #MythBuster #IndiaFightsCorona  #Unite2FightCorona ...
MYTH V\S FACT

Negative People | Can Women Take Vaccine During Menstruation??

Jo anti-vaxxers aur jo vaccination lagane se darte hai ,hesitate karte hai wo sab is type ki negative news faila rahile th ki vaccine lagane se female reproductivity par effect padta hai. Agar ham side effects Ki baat karen to wo Ek natural response Hai like humein thoda fever ho sakta hai yeh sab aur yah to har vaccine mein hota hi hai yah sirf coronavirus ki hi baat nahin hai .

it’s natural. Jab bhi ham Koi foreign material apni body mein dalte hain to hamari body react karti hi hai.# can women take vaccine during menstruation??

No one should be afraid of the vaccine except the virus.

Can women take vaccine during menstruation?? Iska answer to ab aap sabhi ko pata chal gaya hoga.So, go and vaccinated yourself.

Is COVID vaccine unsafe during menstruation? All you need to know

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Summer

Summer: 5 Reasons To Add Desi Ghee In Your Daily Diet.

Anushka Sharma

Anushka Sharma Ne Bhala Kyu Nahi Kiya Apna Birthday Celebrate?