Kya covid 19 ek biological weapons hai? Kya covid 19 ek Chinese weapon hai?
Jab ham kisi ke bhi saath fight karte Hain to uske liye hamare pass hathiyar hote Hain like guns ,tanks , missiles, aur agar ham baat Karein biological warfare to usmein hote hain biological toxins aur infection agents jaise ki bacteria, viruses ,insects, fungi , etc . Jisse logon Ko harm Kiya ja sake aur kill Kiya ja sake.
Difficult To Find Biological Weapons :
Biological Weapons jo hote hai unhe detect karna bahut mushkil hota hai. Aur biological weapons economically or easy hai use karne ke liye. Aur is biological weapons Ko trace karna bada hi mushkil hota Hai. Isko to aap apni pocket mein rakhkar bhi ja sakte ho.
Reasons Behind Covid 19 | Biological weapons
Ek reason ho sakta hai ki jo coronavirus hai wo wuhan City se aaya hai. Wahpar Chinese koi experiment kar rahe honge aur vahan se coronavirus a gaya ho.
And second possibility ye bhi ho sakti hai ki China ne khud Ko World ka superpower banane ke liye is biological weapons ko deliberately launch kiya ho. Iski bhi strong possibility hai ki yeh bhi reason raha ho.
January 2020 mein coronavirus cases ki report aane shuru ho gye the. Aur yeh bhi ho sakta hai ki wo kuchh experiment karne ki koshish kar rahe ho aur unhone bat virus aur pangolin virus ko mix karke Ek Naya virus SARS cov 2 banaya Ho.
Mostly People Believe | Biological Weapons
Aur agar ham Poll kare to jyada percentage of log mante Hain Ki covid-19 artificially created virus hai aur yeh ek new form of biological weapons hai.Aur agar ham baat Karen in diseases ke jinhe biological weapons Ki tarah use Kiya Gaya Hai To hamari society mein dekha jata hai ki agar kisi Ko coronavirus ho jata Hai to log unhe alag najar se dekhna shuru kar dete hai aur distance banana shuru kar diya jata hai.
Abhi tak hamen SARS COV 2 ke exact origins nahin pata chale Hain. Yeh vahi baat Hai jis tarah Goli Chali Hai Lekin Goli kisne chalai Hai wo nahin pata.# biological weapons …
The fear of disease trumps even war.
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin