Diabetes se High B.P. tak ka asaan aur pakka Ilaaj ghar pe hai – AJWAIN. And Ye ilaaj ghar pe ho skta hai asaani se. Aaye jante hai kaise Ajwain se inn bimariyo se bach skte hai.
Ajwain ka sevan sirf Diabetes and BP se hi ni balki baaki aur bimariyo ko door krne me bi madad krta hai.
Checkout Latest Collection on Women’s Apparel at Amazon
Diabetes se metabolism me kharabi ki awastha hoti hai and High blood pressure heart se related problems badh skti hai. Aur ye problems kbi kbi bahot jada badh jati hai and then, inhe sambhal pana mushkil hota hai.
Kaise kare Diabetes and B.P. ka ghar me Ilaaj?
Aise me davaiyo ke sath gharelu upaay bi krne se faeda hota hai. Ajwain ka upyog sirf Diabetes aur high B.P. me hi ni baaki aur bimariyo ko door krta hai because Ajwain nutritive hoti hai. Isme vitamins, minerals aur anti-oxidants hote hai jo body ko swasth rakhte hai. Ajwain type -2 Diabetes ko control me rakhta hai.
Ye weight kam krne me bi labhdayak hai aur heart ko swasth rakhta hai.
Mega Grocery Sale from 24 september to 7 october at 60% offer on Amazon
Ajwain ke fayde jaane –
- Acidity ki pareshani se rahat paane ke liye ajwain achha hota hai.
- Body weight kam krne me bi kargar hai. Ajwain ka pani peene se body me metabolism badhta jata hai jisse body fat kam hota hai.
- Badhte cholesterol se chutkara paane me madad krta hai and heart related problems ko sambhalta hai.
- Immunity boost krne me bi ajwain ka yogdan hai.
- Old age logo me Immunity kam hoti hai aise me ajwain bahot upyogi hai.
- Isme calcium,iron, sodium,anti-oxidants ache matra me hota hai jisse Immunity badhti hai.
- Body ke andar infections se bachane ki taakat hoti hai ajwain me.
- Stomach sambandhi bimari door krta hai Jaise gas, apach door krta hai.
Buy Samsung Galaxy M1 from Amazon
Ajwain ko diet me kre shaamil –
Rojana subah halke gungune paani ke sath le site hai ajwain ko .And kadha bana ke bi iska upyog kr skte hain. Ajwain ko band dhakkan wale bartan me ubaal skte hai paani ke sath. Aur fir bani bhaap ko subah shaam le skte hai. And agar possible ho to tulsi bi mila skte hai sath me because tulsi se andar body me faeda hota hai.
Now, offer upto 60% on women styles on Amazon tap the link to know details
Ajwain ki chai hai faydemand –
Diabetes ke liye
Agar aap diabetes ke mareej hai to ajwain sugar control kr skti hai. So, Khana khane ke 45 minutes baad ajwain ki chai peeni Chaiye. Ajwain ki chai bnane ke liye garam paani me 1 chamach ajwain, 1 chamach sauff, aur thoda dalchini powder daale aur ubalne de. Then, usko chaan le. Iska sevan niyamit roop se kre . Aur fir isse blood sugar level me kami nazar aa aegi.
So, ab Diabetes and B.P. ka Illaj ke sath kuch gharelu nuskhe bi apnane chaiye inse bi bahot faeda hota hai. Then ,kuch din baad apko khud difference aur faeda pata chalega jab kuch din tak ajwain ka sevan krenge.
Home Decoration products on 50% offer at Amazon Try out for Home Decor
And Khud bi seekhe aur dusro ko bi in jankariyo ke baare me btaaye.
Stay Safe Stay Healthy….!!!!!