Computer Emergency Response Team of India (CERT-In). Ne kaha hai ki internet users ko savdhani baratni padegi. Users ko Google Chrome extensions install karte waqt savdhan rehna chahiy. Company ne over 100 malicious links remove kar diye jinse sensitive user data collect ho Raha tha. CERT-In ne ye bhi mention kiya ki ye extensions. Google Chrome ke web store security scans ko bypass krne ke liy code contain karte hai.
CERT-In issued advisory on COVID 19-related Phishing Attack Campaign by Malicious Actors. pic.twitter.com/x8WO3TseCM
— CERT-In (@IndianCERT) June 20, 2020
Kya Ho Sakte Hai Risks?
National technology arm to combat cyberattacks and guard the Indian cyberspace ke according malicious extensions ki ability hai:-
- Screenshots le sakta hai.
- Clipboard ko read kar sakta hai.
- Passwords and other confidential information ko read kar sakta hai, Harvest authentication cookies and user keystrokes ko grab kar ke.
“Esi report ki gai hai ki Google ne chrome Web store ke Google Chrome browser se 106 extensions remove kar diya hai. Jo sensitive user data collect kar rahe the.”And ye bhi add kiya ki “Ye extensions, reportedly as a tools kaam kar rahe the. web searches ko improve karne ke liy. And files covert karne ke liy between different formats as security scanners and more.”
Kya Precautions Le?
Agency ne users ko suggest kiya ki Google Chrome extensions ko uninstall karde. IOCs (organisational chart) section me given IDs ke sath. Users, chrome extensions page and subsequently enable developer mode pe visit kar sakte hai. And dekh sakte hai ki kahi unhone koi malicious extensions to install nhi Karli. And then vo apne browsers se use remove kar sake. Ye bhi advise kiya gya ki Internet users sirf jarurat wali extension install kare. And install karne se pehle user reviews ko refer jarur kare. Jo extensions use me nahi hai unko uninstall karde. And ye bhi bataya ki user kisi bhi unverified sources se extensions install na kare.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par