in

Homemade Face Mask Kitna Beneficial Hai Is summer

Homemade face mask Qyu Skin Ke Liye Zaroori Hai Summers mein?

DIY face mask

Ham sab yeh jaantein hai ki garmiyan hamari skin par kitni harsh hosakti hai. In addition to garmi, sweat aur oily skin ka bhi saamna karna hota hai. Islie aapki liye laaye hai homemade face mask. And garmiyon mein skin moisturize karna zaroori hai taaki vo dull na dikhe. Ye banaana bahut aasan hai because inka saaman bas aapke kitchen mein mil jaega. And aachi baat, dono ladke ladkiyan issey use kar sakti hai. So es garmi, rakhein apni skin ka khaas khayal!!!

Papaya & Banana Homemade Face mask

Papaya banana mask

Papaya, ek amazing skin care product hai acne and dead skin ka khayal rakhta hai. Secondly, banana hydrate aur moisturise karta hai skin ko. Because ye pack oil control karta hai and natural glow deta hai skin ko. Isey banaana bhaut easy hai:

  1. Mash kariye Papaya and banana ko sath mein.
  2. Further, honey add karein mixture mein.
  3. Paste ban jane ke baad apne face par lagae, till it dries.
  4. Wash kijiye apna face regular paani se.

MultaniMitti Homemade Face Mask Ka Jaadu

Multanimitti mask

Multanimitti or Fuller’s Earth almost har face pack ka key element hota hai. Jin logon ki extreme dry skin hai, usnke liye best cheez hai ye. Rose water ke sath mix karne par hamari skin ko desired moisture bhi milta hai. Certainly, es face mask ko banane kelie:

  1. Mix Multanimitti and rose water thoroughly.
  2. Face par apply karlijiye, dry hone tak.
  3. Wash off karlijiye regular paani se.

Honey, Dahi aur Rose Water Mix

Rosewater aur honey face mask

Meanwhile, honey and yogurt ko sab skin ke cooling effect kelie jaante hai. In addition, ye dryness remove karta hai aur skin moisturise karta hai. Es amazing face mask ko banane kelie:

  1. Honey, Yogurt aur rose water ko equal proportion mein aache se mil karein.
  2. Gently face pe apply karein.
  3. Let it stay for 15 to 20 minutes.
  4. Regular water se face wash karlein.

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyleand Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Like & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook Instagram Twitter Linkedin par

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

FSSAI Suggested Vitamin-C Rich Food

Mahesh Bhatt Boley “I Never Asked Rhea To Leave SSR”.