in

OMGOMG

India’s First Covid Patient Dobara Hua Covid Positive

India’s First Covid Patient from Thrissur tests positive again

Last year 13th January ko sabse pahla covid patient detect hua tha India mein. Ab dobara Usi patient ko covid positive Paya gaya hai. Jo women Bharat mein sabse pahle covid patient bani thi vah 1 medical student hai wo wuhaan University Mein padhai karti thi.

Vah India aai Thi holidays manane. Thrissur ke DM doctor K.J Reena ka kahana hai ki medical student ka RT PCR test Kiya Gaya to positive paye Gayi. Aur ye bhi bataya ja raha hai ki vah Delhi jaane wali Thi further studies ke liye. Lekin abhi vah isolation mein hai. #India’s First Covid Patient

Thrissurmedical college hospital mein treatment ke teen hafte Baad vah negative Pai gai. Isase pata chalta Hai ki wo recover kar chuki hai and unko discharge kar diya tha 20 February 2020 ko. #India’s First Covid Patient

India's first COVID patient tests positive again - The Hindu

Has she received vaccine? | India’s First Covid Patient

Ab ek question yah bhi hai ki kya usne vaccine lagaya Tha?? Aur officials se Jo news aa rahi hai unse yeh pata chala Hai ki abhi tak us student ne koi bhi dose nahin liya hai. Dubara se infection hona is term ko kaha jata Hai reinfection. Abhi tak kuchh chij Hai clear nahin Ho Pai hai ki agar Ek person Ko covid Ho jata Hai To Kya hua parmanent immunity per lega against the disease aur kya dobara se re infected ho sakta hai kuchh time Baad. #India’s First Covid Patient

India's first Covid patient has tested positive for coronavirus again -  ZEE5 News

Big questions | India’s First Covid Patient

Aur iske sath sath ye bahut bada question a jata hai ki kab tak ye sab chalega, kab tak hamen Is tarah se mask , social distancing, and sanitizer ka use karna padega aur kab tak Ham logon se , apne relative se dur rahenge aur kab tak hamara education system aise hi chalta rahega yeh exams cancel Hote rahenge aur students Ghar par hi online classes lete rahenge.Aur kab tak ye aise lockdown jaise situation rahegi ? Kab gdp growth hogi ?

Ab To Ek sal se bhi jyada ho chuka hai to kab Tak ke sari chij chalenge 2 sal? 3 sal? 5 sal ?kitne sal Tak ye sab chalega? Ab aur kitna ? To in Sab questions ke liye Jana zaroori hai ki agar Ek bar kisi person Ko covid Ho Gaya to kya dobara bhi ho sakta hai hai ? Aisa hi sabse pahle hongkong Mein case aaya Tha last year August mein jisme bataya tha ki ek insaan ko dobara covid ho gaya hai. #India’s First Covid Patient

India's first Covid patient tests positive again | The Independent

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Lightning Se Ho Rahi Hai Logo Ki Deaths

Indians Hue Khush After Seeing A Sardaar Character In A Disney Film!