Not Bill Gates, It’s Jamsetji Tata Who Is Philanthropist Of The Century
9500 sal pahle sumerians ne Baked clay ko financial token ki trah istemal kiya tha. Aur usi se apna Vyapar karna shuru kiya tha. 2021 Edelgive hurun philanthropists mein unhe globally top ranking mili hai. Iska matlab ye hai ki Jamshedji Tata Ne 20th century Mein world mein sabse jyada donations aur charity mein part liya Hai.Ek estimation ke anusaar total 832 billion donations mein diye gaye hai. Aur iska 12% Jamshed Ji Tata Ne Diya Hai.#Jamsetji Tata
Jamsetji Tata
Jamshed Ji Tata Ne India ke independence struggle mein bhi apna bahut bada yogdan diya tha. Jamshet Ji Tata Parsi family se belong karte The aur wah eldest child the nusserwanji Tata ke. Unhone business ko Japan, China, Europe or USA may establish karne ke liye Apne father ki help ki thi. Graduation ke 10 salon mein unhone Ek trading Company shuru ki jise baad Mein Tata group kaha Gaya.#Jamsetji Tata
Tata Power company | Jamsetji Tata
1872 Mein Jamshed Ji Ne cotton manufacturing par focus karte hue Nagpur Bombay aur Kurla Mein Mills banai thi. Aur usmein unki efficiency , labour protection policies ,fine grades fibre ki bahut tarif sunane ko Mili. Unhone hydroelectric power plants ke bare mein bhi plan kiya tha Jo 1906 Mein Tata Power company bani.
Tata iron and Steel company | Jamsetji Tata
1901 Mein Jamshed Ji Ne India ka pehla large scale iron work organised karna shuru Kiya jise aaj Tata iron and Steel company ke naam se Jana jata hai. Jamshed ji ke do bete the dorabji jamshedji Tata and Ratan Tata. Aur in donon ki direction Mein Tata iron and Steel company successful private own steel making company Bani India ki. Or fir inhone saath sath dheere dheere Tata textiles ,Tata hydroelectric power ,Tata Steel ,Tata chemicals ,Tata agricultural equipments ,Tata locomotives ,Tata cement in sabhi par bhi kam karna shuru Kiya.
JN Tata endowment | Jamsetji Tata
1904 mein jamshedji Tata ki death ke baad unki family Ne Tata group ka control retain Kiya. Jamshedji Tata Ne 1892 mein hi JN Tata endowment ko encourage kiya tha. Jo ki higher education ko encourage karne ke liye tha among the students. Jamshed ji Tata ka vision India ko economically independent banane ka tha aur Unka yeh bhi Manna tha ki woh country se poverty ko hamesha ke liye eliminate kar denge .#Jamsetji Tata
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin