in

Kathal Recipe Attracts Goan Foodies

Kathal New Recipe Experiments By Goan Foodies

Goan foodies kathal ke traditional and modern recipe se attract ho rhe, kyo ki kathal ek popular meat substitute hai. kathal ke modern dishes me milkshake se le kr biryani and bhajiyas tk me log experiment kr rhe hai. India ke village me bne masalo se jack fruit ko new texture diya jata hai jise log kafi pasand karte hai. Village and cities dono hi places pr log kathal ko grated jaggery , boiled seeds and coconut milk se smoothie bna kr breakfast me lete hai. Iske ke bht sare health benefits hote hai and isko use krke kai dishes banaye jate hai. 

कटहल की टेस्टी सब्जी बनाने का शानदार तरीका - How to make kathal ki sabji  kathal sabji in restaurant style in hindi

Benefits Of Eating Jack Fruit

kathal ko le kr logo me confusion hai. Kuch log ise fruit ke category me lete hai and kuch vegetable ke category me. But kathal ke bht se medicinal benefits hote hai. Yeh heart disease se cure karta hai. Eyes, hair and skin ke liye bhi bht important role play karta hai. Jack fr me vitamin A, C, thiamine, potassium, calcium, iron, etc. Jaise bht sare nutrients milte hai. Aur bhi bht sare benefits jaise, blood circulation, mental stress, skin disease, etc. Se bachane me help karta hai.

Kathal Curry | Jackfruit Curry | Kathal Ki Sabzi - Spoons Of Flavor

Traditional Kathal Recipe: 

Village ke traditional kathal recipe bhi bht yummy hoti hi Sapna Sardesai ne bataya ki in dino unka ghar jack fruit ke smell se bhara hua hai. She told ki bht sare jackfruit recipe ko old generation se banaya ja rha hai. Dishes like pansache saat ko soft variety ke jackfruit se banaye jane vala prachin recipe hai. Some places pr jack fruit ke achar bhi banaye jate hai. Unripened jackfruit se banaye jane vala famous dish Talille Ghare hai jise patle tukdo me cut karke coconut oil me deep fry hota hai. Jack fruit se different traditional dishes banaya jata hai like, Gharai, Pansachi Bhakri, Pansachyo Patollyo, Dhonas, etc.  

Kathal ki Sabzi | Fanas chi rassa Bhaji | Raw Jackfruit Gravy Recipe |  Healthy Veg Recipes

Modern experiments on Recipes:

Ranchikud village me rahne wali shweta seeds and raw kathal se bhaji banati hai. Famous Indian cook Nisha Madhulika kathal ke kabab banati hai. Kitchen frame ki mahima shinoor ne kai modern breakfast recipe share ki hai like, kathal idli and bhakri, chips, etc . Food meddler ki Navami ne bhi kathal ke unique modern dishes banati hai like, kathal biryani and bhajias. Is season ki trending kathal seed milkshake hai jise foodies bht pasand kr rhe hai. kathal chicken biryani ki bht popular hai. kathal ke experiments me sweet lovers ko bhi include kiya gya hai. Sweet lovers ke liye jack kathal halwa and kathal kheer bhi famous dishes me hai.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare  Facebook Instagram Twitter Linkedin  | Pinterest par

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

BlazeWatch Naam Toh Suna Hoga !

Coconut Oil Ek Superfood Hai? Do You Know?