in

LoveLove

Mahashivratri 2022: Manaein Shivratri Bollywood Ki Style Me

Bollywood Har Tarah Ki Films Ke Genre Me Kaam Karta Hai. Chahe Romantic Movies Ho, Action Movies Ho, Ya Fir Comedy Ho. Mughal-E-Azam Ke Lekar Kar PK Tak, Dharm Ke Base Par Bollywood Ne Kai Behtareen Movies Di Hain. Or Ho Bhi Q Na, Chahe Kitna Hi Aam Chahe Kitna Hi Khas, Bhole Ke Aage Har Kisi Ka Sar Jhukta Hai. Aj Mahashivratri 2022 Ke Is Shubh Din Par Aiye Ek Nazar Daalte Hai Un Sari Movies Par, Jinme Asal Hero Yani Bhole Nath Ko Bhi Filmaya Gaya Hai.

Shivaay:

Shivaay Review: A Soulless Vanity-Action Flick | Film Companion

Ek To Naam Shivaay, Uppar Se Umda Actor, Ajay Devgn. Agar Koi Bholenath Ka Or Ajay Devgn Ka Fan Hai, To Ye Film Unke Liye Deadly Combo Hai. Is Film Me Ajay, Shivaay Naam Ke Ek Mountaineer Ka Role Kar Rahe Hain. Is Movie Me Ajay Devgn Ne Bholenath Ke Ache Or Shant Swabhav Ke Alawa Unke Prachand Or Bhayankar Roop Dikhane Ki Bhi Koshish Ki Hai. Isme Ajay, Smoke Karte, Bhang Pite, Aggressive Nature Or On The Contrary Bhola Nature Sab Balanced Tarike Se Apne Aapko Bholenath Se Resemble Kiya Hai. To Is Mahashivratri Me ‘Bolo Har Har Har’

source: Spotify

Kedarnath:

Kedarnath', the charm of Sushant and the emotions he awakens | NewsBytes

12 Jyotirling, Unme Se Bhavya Jyotirling, KEDARNATH. Wakai, Daad Deni Padegi Film Ke Director Abhishek Kapoor Ki, Ki Unhone Kedarnath Mandir Ka Itna Beautiful Showcase Kiya, Mano Ghar Baithe Hi Bhole Nath Ke Darshan Ho Gye. Sushant Singh Rajput To Hamare Bich Nahi Rahe Lekin Unke Ye Film Hamesha Zinda Rahegi. Story Of The Films Goes Around Two Intercast Lovers Who Meet In Kedarnath, But The Beautiful Message Displayed By The Director Says That You Don’t Have To See Your Or Others Religion Or Race When It Comes To Helping. Agar Aap Me Nihswarth Bhav Se Sewa Karne Ki Bhavna Hai, To Shiv Ko Dhundhne Ne Liye Kahi Jane Ki Zarurat Nahi, Shiv Apke Andar Hi Hai. To Aaj Apki Phone Ki Playlist Me ‘Namo Namo’ To Zarur Hona Chahiye.

source: Youtube Zee music

Baahubali:

‘Jiyo Re Baahubali’. Mahashivratri Is The Festival Of Celebrating The Love Of Our Deity. To Get Closer To Them. Or Yahi Connection Rajaauli Sahab Ne Dikhaya Hai Screen Par Baahubali Film Ke Zariye. Jiska Naam Hi Shiva Hai, Jo Bhole Ka Aisa Bada Bhakt, Ki Tones Bhar Bhari Shivling Ko Kandhe Par Utha Le, Esi Shivbhakti Or Kaha Milegi. Screen Par Prabhas Ne Shiva Ka Role, Or Shivbhakti Ka Behtareen Pradarshan Kiya Hai. Mahashivratri Ke Mauke Par,  ‘Kaun Hai Wo Kaun Hai Wo’ Ggaana Sunna Mat Bhuliyega.

source: Youtube Zee music

Ye To Rahi Puraani Baate. Ab In 2022, Bollywood Has Got No Chill And Is Still Trying Hit And Hard To Get You More Movies, Shiva Based.

Satellite Shankar:

Baaki Filo Ki Tarah, Is Film Me Bhi, Sooraj Pancholi Ka Shiv Bhagwan Se Kuch To Connection Hai Ye To Pacci Baat Hai. Movie Me, Sooraj Pancholi Ane Saathi Soldiers Ko Teleporting Ki Madad Se Apne Gharwlao Ke Paas Bhejte Hain. Ye Film Is Produced By Irfan Kaal.

OMG 2:

Akshay Kumar dons blue skin for OMG 2, calls it an 'honest attempt to  reflect on an important social issue' | Entertainment News,The Indian  Express

OMG 1 Apne Content Ko Lekar Vivaad Me Rahi Zaroor Lekin, We All Have To Agree At A Point That Agar Religious Background Nikal Diya Jae, To Movie To Solid Boss! Ab Hamare Akshay Kumar Ji Lekar Aae Hai, OMG2, Jisme Wo Bholenath Ke Awtar Me Nazar Aa Rahe Hain. Last Year October Me Akshay Ne Ane Instagam Par Ek Poster Share Kiya Tha Jisme Wow Bhagwan Krishna Ke Baad ab Bhagwan Shiv Ke Roop Me Nazar Aane Wale Hain.

source: Twitter

To Aaj Bharpoor Tarah Se ,Mahashivratri 2022 Me Manaiye, Or Uske Bad, Mind Relax Karne Ke Liye Seedha Rukh Kariye Apne Mobile Pr, Suniye Shivji Ke Bollywood Gaane


Mahashivratri 2022| Hinglishgram Ab Telegram Par Bhi Paae Latest Update Hamare Telegram Channel Par. Channel Ko Iss Par Click Kar Ke Join Kare. And Aapko Ye Story Kaisi Lagi Comment Box Me Likh Kar Jarur Bataeyga. And Ise Apne Friends Ke Sath Jarur Share Kijiega. Aur Sath Hi Hamare Social Media Handles Ko Follow Karna Na Bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by Nitya Singh

Intermittent Fasting : Khaye Ja Khaye Ja, Sath Me Vajan Ghatae Ja

Nagin Bani Suhagin ,Ki Double Shadi