Melissa McCarthy or unke husband, Filmmaker Ben Falcone ne 1 nahi 2 movies banana manage kiya iss pandemic situation me.
Isse two questions ate hai: Hum unhe deserve karne ke liye kya kar sakte hai? Aur hum usse kaise rok sakte hai?
McCarthy ne ek Oscar winner paya tha or immediately uss Oscar-winner Octavia spencer ke liye superhero buddy comedy “Thunder Force”, jo kuch bhi nahi hai iss film ka usse waste kar diya.
McCarthy Or Falcone Ki “Thunder Force” yeh 5th Movie Hai Sath Me
Ye McCarthy or Falcone ka 5th teamwork hai ye sath me, unhone phele “The Boss”, “Tammy”, “Life of the Party” aur “Super intelligence” jaisi movies banai hai. McCarthy ne bahut hi excited energy se welcome kiya, bina kisi rule or law ke kyunki koi or tarika nahi tha, vo bahut hi jyada worse films bana chuki hai.
Lekin iss waqt, McCarthy aur Spencer ne two middle aged friends jo superheroes ban jate hai, unme se ek ne aisa formula banaya hai jo ordinary logo me superpowers daal deta hai. Iss bar film me formula ko settle kiya hai taki ye film chale. Premise ne filmmakers ko ek chance diya hai ki vo superhero film ko upar phochaye, lekin “Thunder Force” jyada se jyada focus kar rahe hai apne slackness ki vajhase se. Jab isse edgy aur stupid hona chahiye or jab isse clever hona chahiye tab ye sunne me hi ajib hai.
Ye movie start hoti hai 1980’s se jisme 2 ladkiyan dikhai hai high school ki, Emily jo smart or sensible hai, vahi dusri jagah Lydia hai jo ek bahut hi messy aur impulsive hai. (McCarthy or Falcone ki apni beti, Vivian chotti beti ka role play kar rahi hai). Emily jo hai vo geneticist banna chahti hai. Kya ek “lady part ki doctor?” Lydia ne pucha. Emily ne kaha: “Usse ek gynecologist kehte hai”. Uske baad flash forward dikhaya jata hai jisme vo dono adults ho chuki rheti hai. Emily ek tech millionaire ban chuki rheti hai or Lydia abhi bhi ek beer-swilling loser jo abhi bhi hair-band, T-shirts phenti hai or expired milk piti hai.
Iss alternative universe me, mysterious cosmic rays kuch humans ko super criminals me badal deti hai jinko Miscreants kaha jata hai, jisko slumming Bobby Cannavale ne banaya hai. Emily inn sabko rokne ke liye ek superhero juice create kar rahi hai jo super strength or invisibility offer karega. Lekin galati se Lydia uss formula ko le leti hai.
McCarthy Ki Lydia Galati Se Leti Hai Vo Formula Jisse Vo Ban Jati Hai Powerful Girl.
Lekin isko pine ke baad McCarthy ki Lydia 20,000 pounds ka weight bhi utha sakti hai, or 14-foot ka vertical jump or tractor ko khich sakti hai. Emily aur Lydia sath me ek Thunder Force hai. “To chalo inn miscreant pe humla karte hai or inke butt pe kick marte hai” McCarthy ne kaha. Ussi ke sath, kuch bizarre or genuine funny chize offer hoti hai Glenn Frey, urkel, Jodi Foster ko, “ The Super Bowl Shuffle” aur seal me. Aur Jason Bateman, McCarthy ka “Identity Thief” co-star, crab claw arms ke liye or miscreant ke sath role play kar rahe hai, or vo consistently itna funny hai ki aap wish karege ki uski alg se ek film honi chahiye. “Uski Powers kya hai? Delicious melted butter ke sath tasting?” McCarthy ne mazak me kaha.
Ye film George Floyd ke phele banai thi, aur uske related kuch sour notes hai, jaise ki jab goons excessively apne tasered nahi late or hum unke skins burn nahi karte tab tak unka khatma nahi hoga, ussi waqt Emily ne bystander se kaha ki isse phone me film mat karo. (“Oh, ye bahut messed up hai”, store clerk ne kaha. Bet lagaoge.) Aur Black Women ka hona jo 2021 me invisible ho sakti hai ye bhi ek sour note pe aye hai.
Lekin 2 middle aged ka hona, bahut mazedar or funny hai jisme vo dono actors jiss tarah bad guys ko treat karte hai, agar unke scenes bhi agar huffing or puffing hai to vo apni tiny purple Lamborgini me karte hai jisko sirf apko husane ke liye play kiya gaya hai. Ussi ke sath ek theme hai 2 opposite women ka jo ek dusre se completely opposite hai lekin fir bhi ek dusre ko compliment or appreciate karna sikh rahi hai or unki friendship me kya offer hai.
“Kabhi Kabhi mujhe nahi pata chalta ki mein tumse gussa hu ya fir khudse kyunki me aisa kabhi bhi nahi karti”, Spencer ki Emily kheti hai. Lekin ye sirf crustacean pe make-up hi to karna hai: Iss film ka trailer bhi kafi dilchasp hai. Isme kafi mess hai or bahut funny nazar aa rahi hai dekhne se.
McCarthy k “Thunder Force”, Netflix pe release ki gayi hai or usko 13 PG rate kiya hai uske kuch action/ violence, language or thode suggestive material ke liye. Iska running time: 107 minutes hai or 5 me se half star kam ki ratings hai matlab 4 and half ratings.
McCarthy | Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin