Mi Notebook ko Indian Market me 11 June ko launch kiya ja Raha hai. India me launching se exact do din Xiamoi ne ek aur nae laptop ke launch ki baat kahi. Jo ki 12 June ko china me hi launch hoga. Baat kare nae laptop ki to uska Nam rakha gya hai Mi Notebook Pro 15 (2020). Last Tuesday ko hi apne Weibo account se Xiaomi ne ye announcement ki thi. As we can see naam se pta chalta hai ki, Enhanced Version hoga ye 2019 me launch hue Mi Notebook Pro 15 ka. Weibo pe hi iska poster release kiya Gaya. Jisme laptop ke display ke sath USB type-c port and microSD card slot dekhne ko milega. Iske saath hi Xiaomi apna pehla laptop Lineup aaj yaani 11 June ko launch kar Raha hai.

Xiaomi ne Weibo pe jo post share kiya hai, usme kahi bhi upcoming laptop ke features ke baare me nahi bataya Gaya hai. That means Xiaomi Abhi use apne customers ke lie as surprise hi rakhna chahta hai. However, Xiaomi ne jo poster release kiya hai usme dikhta hai ki naya model 2019 ka upgrade edition hai. Baaki nae laptop ke kya specification honge ye to 12 June ko hone vaale launch event me hi pata chalega.

Supposed Specifications

Mi Notebook Pro 15 (2020) 12 June ko ho raha launch

Mi Notebook Pro 15 Enhanced Edition me, 15.6-inch ke Full-HD display ke sath 100% sRGB high colour gamut diya Gaya hai. And laptop 10th generation Intel core I7-10510 processor ke sath milega. Iske alawa 16GB RAM, Nvidia GeForce MX250 GPU. And 1 TB tak ki storage bhi mil jaegi aapko is laptop me. And is laptop me 60-watt battery ke sath full-size backlight keyboard bhi diya Gaya hai. Connectivity ke lie Mi Notebook Pro 15 Enhanced Edition me HDMI, USB Type-C port and 3.5mm audio jack bhi diya Gaya hai.

Xiaomi Ka Pehla Laptop Ho Raha India Me Launch

Well isi duration me Thursday ko Xiaomi India me apna first laptop Mi Notebook launch karne vaali hai. And khas baat ye hai ki ye sirf India me hi nahi Balki globally launch ho Rahi hai. And Mi Notebook ke sath sath is din Mi Notebook Horizon Edition ko bhi launch kiya ja Raha hai. Indian Mi Notebook Model 10th generation Intel Core i7 processor se lais hoga. And 12 Hours ki battery back up bhi milega.

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin

You May Also Like

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Kya Is Actor Ko Date Kar Rahi Hain Huma Qureshi? Sonakshi Ki Shadi Ki Tasviron Ne Khola Raaj

Director Mudassar Aziz Se Breakup Ke Baad Huma Qureshi Ka Naam Pichle…

Kamal Hasan Starrer “Indian 2” Ka Dhamakedar Trailer Release, DamdaarAction Se Public Ke Udaye Hosh.

Kamal Hasan Apni Blockbuster Film Indian Ka Sequel Lekar Wapas Maidan Me…

Smriti Irani Birthday Special: Jab Politics Me Aane Ke Baad Gae Tulshi

Film industry me jaane ka sapana har kisi ka hota hai. Koe…