Israel Gets New Prime Minister After 12 years – Neftali Bennett
Israel ki parliament ke andar total 120 seats hai. Aur yahan par Agar majority chahie to 61 votes honi chahie. Agar Ham Israel ki history dekhe to vahan per kabhi bhi kisi Ek single party ko majority nahin Mili Hai. Aur yahan par hamesha se hi coalitioni ki sarkar bani hai. Present mein Israel mein coalition government bani hai Likud , yesh atid aur yamina ko milakar .
Moreover israel ke New Prime Minister neftali Bennett yamina party se belong karte Hain. Is coalition government Mein hamen pahli bar Arab party dekhne ko milegi.
Bennett ko ultranationalist bataya jata lekin yahan par unhone apni speech mein kaha hai ki jo yah new parties bani hai Iske coalitiion ke diversity ko woh celebrate karenge and unhone polarization ko warn kiya hai within country.
Structure | New Prime Minister
Israel Mein total 4 years ka tenure hota hai prime minister pad Ke liye. Their parties have 25 MKs( Member of Knesset) together.6 other parties have also joined them the right-wing yamina (7Mks) ,centre right new hope (6MKs) , labour (7MKs) , secular Right Yisrael Beiteinu(7 MKs),Arab Ra’am (4 MKs). The eight party coalition has 62 MKs among themselves.#New Prime Minister
Netanyahu
Agar Netanyahu ki baat ki jaaye to yeh most dominant Israeli politician the apni generation ke. 2009 se Netanyahu Prime minister Bane hue The aur to aur 1996 to 1999 ko bhi wo Prime minister pad par tge. And wo Israel longest-serving leader the. Lekin pichhle 2 years se wo majorty nahin le paa rahe the.
Neftali Bennett – New Prime Minister
Neftali Bennett jo ki New Prime Minister bane hai yeh ultranationalist yamina (rightwards) party champions Jewish settlement in the occupied West Bank. Or ye 2013 ke baad hi politics Mein aaye hain usse pahle yeh Ek bahut bade businessman the. Aur ine Holi Netanyahu government mein defence minister ka kaam bhi Kiya Hai.
Or ye bataya ja raha hai ki jo new government Hai woh largely avoid karegi Jo hotest international issues Hai like palestinians ka issue and moreover wo generally focus karenge domestic reforms par. Aur new government ke upar palestinians ka kehana hai ki they only see a little difference in old and new Israeli leaders.#New Prime Minister
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin