How Odisha expertly manage the second wave of covid? Agar hum corona ke number of cases dekhen to wo hamein pata hi Hai Aasman chhote hue hain. Log ICU beds par hai aur agar ham cremation grounds ki baat Karein to Charo taraf hahakaar macha hua Hai. Oxygen shortage ke issues hai, ICU beds ki Kami hai. Hamari country mein har Jgah major health crisis spread hai. Lekin in sab chijon mein Odisha ne covid second wave ko acche se manage Kiya Hai.
Oxygen Supply By Odisha | Odisha expertly manage the second wave of covid
Chaliye ab dekhte hain unhone Aisa Kya Kiya Jo aur kisi state ne nahin Kara. Jis samay har state mein oxygen ki Kami Hai especially Delhi mein to oxygen ki Kami ke Karan itne logon ki to death bhi ho chuki hai. Odisha expertly manage the second wave of covid . Tamilnadu mein oxygen ki shortage ke Karan tragedies hui hai. Aur ham agar baat Karen odisa ki to ye keval apne state mein hi oxygen ki supply nhi kara Raha balki saath saath six major States mein bhi oxygen tankers ki supply kara raha hai.
Odisha ne April 22 Tak 67 tankers jinme 1200 metric tons of oxygen thi unki supply ki kuch States mein like Uttar Pradesh ,Madhya Pradesh ,Maharashtra, Haryana, Telangana and Andhra Pradesh. Odisa ki location hi aisi hai woh pahle se hi aise kai sare disaster ko manage Karta aaya hai
History of odisha | Odisha expertly manage the second wave of covid
Agar ham odisha ki history dekhen to 1999 mein Odisha mein Ek super cyclone aaya tha jismein 10,000 people ki death Ho gai thi .Aur 2001 mein flood aai thi jisne 25 districts ko dooba diya. Aur 2000 mein Odisha mein drought aaya tha jisne bahut si district ko Sukha diya tha. 3 disaster Ek sath. Odisha expertly manage the second wave of covid . Yani har sal Ek Naya disaster. Itne sabhi disasters ka Samna karte hue odisa ne apne aap mein itna courage laya hai ki woh ab kisi se bhi ladne ki himmat rakhta hai.
Strategy of Odisha | Odisha expertly manage the second wave of covid
Jab corona ki first wave Odisha mein aayi thi to sabse pahle inhone bahar se aane wale logo ke upar rok lgayi thi. Temporary medical camps set kiye Gaye and 800,000 beds arrange kiye gaye th for quarantine purpose. sabse badi problem jo logo mein dekhi jaati hai ki sab batane mein darte hai ki unhen fever hai aur wo doctor ke paas jaane ko bhi taiyaar nhi hote logo mein ek aur dar Hain Ki kahin unhe jobs se nikal diya gya to ,kahin unse alag trah ka behaviour kiya jaaye.Odisha expertly manage the second wave of covid.
To iska solution nikaalne ke liye bhi government nein Ek step uthaya unhone kaha ki agar kisi ko bhi coronavirus hota Hai To hum unhen economic help provide karenge .Odisha expertly manage the second wave of covid .Or jo covid protocols ko follow nahin karta Hai un par fine bhi impose Kiya jata hai aur sath hi punishment bhi Di jaati Hai.
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin