Pegasus Scandal : Who was spyed using Pegasus?
Pegasus ek spyware hota Hai jisko Israel ki nso company ke dwara banaya Gaya Hai . Aur Pegasus ek aisa software hai jo kisi ke bhi Phone ko chahe Android ho ya fir iPhone Ho use remotely hack kar sakta hai . Aur us phone ki sari phone calls ,messages ,video calls ,WhatsApp messages ya aur koi bhi details transfer kar sakta hai hacker ke Server mein.
Aur is software mein itni capability Hai ki vah kisi bhi phone ka camera and microphone on kar sakte hain dur baithe baithe . Aur kisi bhi prakar ki conversation chal rahi hai to use bhi record kar sakte hain phone ka recording option on karke vah bhi dur baithkar . NSO group of Israel ka yah kahana hai ki yah software sirf-sovereign government ko sell kiya jata hai . # Pegasus Scandal
Pegasus project | Pegasus Scandal
Jin per Pegasus software istemal Kiya gaya tha aise 50000 phone number ka database two organisations ke hath Laga Jin ka naam hai forbidden stories and amnesty International. In organisations Ne is matter ke upar investigation ki aur unhone ek report nikali Jiska Naam Hai Pegasus project . Aur in two organisations ne apne report alag alag journalism ke dwara, printing companies ke dwara alag alag jagah pahunchai.
Yah Pegasus software use Kiya Gaya Hai kuchh Indian journalist , activists , opposition parties, supreme court judges ke Phone ko hack karne ke liye.Pegasus Scandal
Leaked Database Hack | Pegasus Scandal
Un 50,000 phone numbers mein se 300 verified India mobile telephone numbers the jismein include the ministers, opposition leaders, journalist , legal community , businessman , government officials , scientists, right activist and Aur bhi bahut log .
Aur Indian mobile ko hack karne ke timeline mid 2017 se mid 2019 Tak thi. Jismein include hai 14 journalists , 3 top opposition leaders , Siddharth Varadarajan, Sushant Singh, paranjoy Guha thakurta , snm Abdi , Rohini Singh Vijaita Singh , MK Venu , Swati Chaturvedi ,Shamita , Saikat datta, Ritika Chopra Prem Shankar Jha , Manoj Gupta ,Prashant Jha ,Rahul Singh Aurangzeb,Sharmaone constitutional authority, two cabinet ministers in Modi government , one supreme court justice and many businessman . # Pegasus Scandal
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin