in

Raavi Kondala Rao: Veteran Actor Nahi Rahe

South Indian Actor Raavi Kondala ka Tuesday ko nidhan ho gaya. The veteran actor, Raavi Kondala 88 saal ke the. Unhone apni last breath Hyderabad ke ek private hospital me li. Cardiac arrest se Raavi ki mrtyu hui.

Early Childhood

Raavi Andra Pradesh ke Samarlakota district ke the. Unka janm February 11 1932 ko hua tha. Wo apne 7 bhai me sabse youngest the. Journalism se unhone apne career start kiya tha.

Career

Raavi ne many movies me act, direct and produce kiya. Previously, wo journalist the.

Unke acting career movie ‘Shobha‘ se start hua.’ Shobha‘ saal 1958 me release hui thi. Unki movies particularly Madam ko praise kiya gaya. Apart from this, wo Manasulu, Dasari jaisi filmo me role kiye hain. Raavi ne 600 se zada film kiye hai. Unki filmo par bahut si books likhi gayi hain. In addition to acting, unhone Tamil aur Malayalam filmo me dubbing ki hai.

Previously, wo Madras Anandwani Newspaper ke Deputy Editor the. Unhone English dailies me writer ki tarah work kiya. Additionally, wo Tamil dailies me editor and columinist the. His works such as Jyothi, Vijaya etc are famous.

Raavi Kondala ki wife bhi veteran actress thi. Unka naam Radha Kumari tha. Unki death 2012 me heartburn se hui thi. In dono ne kaafi filme ek saath ki hain. Not only Raavi but also Radha 600 plus movies me nazar aayi thi. Inke bete ka naam Raavi Venkata Shashikumar hai.

Finally, wo 2015 me retire ho gaye. To conclude, unki last film 365 days thi. Iss film ke director Ram Gopal Verma the. In addition to good acting, unka sense of humor achha tha.

Achievements

Raavi Kondala bahut hi achhe kalakar the. Moreover, unhe bahut se awards bhi mile hain. Nandi Award for Best Story Writer, Nandi Award for Best Book on Telugu Cinema jaise awards mile hain. Considering his achievements, Postal Department ne 25 February 2020 ko unhe apne stamp pe feature kiya hai.

Chief Minister’s Tweet

Telangana Chief Minister, K. Chandrashekhar Rao ne Raavi ke nidhan pe shok jataya. Unhone bola ki Raavi ki mrtyu bahut badi loss hai. Raavi ko apne time ka fine artist bataya.

Raavi Kondala ki mrtyu se Tollywood shok me hai. Pure Tollywood me dukh ki lehar hai. Veteran actor Raavi ki maut Tollywood ke liye bahut bada loss hai. Abhi tak bahut se politicians aur film makers ne dukh jataya hai.

Actor, writer, Producer Raavi Kondala aaj ke youth ke liye inspiration hai. Unhe bahut yaad kiya jayega.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare  Facebook Instagram Twitter Linkedin  | Pinterest par

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Mahesh Bhatt Boley “I Never Asked Rhea To Leave SSR”.

Agar Zinda Ho Tum Then Full Score Karo – Zindagi Na Milegi Dobara Quiz