in

Rainy Weather Me Kaise Rakhe Apni Skin Ka Khayaal

Kuch dino se mausam mein badlao aaya hai. Baarish aur thandi hawa se logo ko rahat mili hai. And ese mausam mein log apne ghar mein pakode aur achhele achhe pakwan banate hai. But kya aapko pata hai ki is rainy weather ke aane ka matlab bahut bimariyon ka bhi dastakk dena. Jaise Chikangunya, Dengue, Swine-Flu, Malaria etc.
Inke alwa hoti hai aapko Skin ke dher saare infections aise me. Aapko in beemariyo se bachne ke liy khud ka bahut dhyaan rakhna hoga. Ghar ko daily clean karna hoga jisse Machar na aaye. Khane ke baad utensils turant clean karde. Har din 2 baar bath Karen. Iss weather me kisi ki skin bohot dry or itchy and kuch ki bohot oily ho jati hai.Ab precaution ke liy hum sabse pehle kuch Home-made remedies ke bare me batate hai jisse iss pandemic mein bhi aapko help Milegi.

1) Rainy Weather Me Hydrated Rahiye Skin Ke Lie Hai Jaruri

Rainy Weather Me Kaise Rakhe Apni Skin Ka Khayaal

Water ek behtareen tareeka hai dryness ko cure karne ka. Hydrated rehna bahut important hai and ye body ditoxification me kafi help karta hai. Har ghante 1 glass pani jarur piye. Rainy season me temperature me imbalance ajata hai and jisse body mein changes hote hai.Then humidity ke wajah se bohot paseena aata hai jisse face par dryness ajaati hai. Ise bachane ke liye pani jyada se jyada pina kafi beneficial sabit hoga.

2) Mask Lagane Ke Bad Na Kare Make-up.

Rainy Weather Me Kaise Rakhe Apni Skin Ka Khayaal

Corona ki mahamari ke chalte mask lagana mandatory hai. Isme mask lagake makeup karna thik nahi. Therefore, light makeup kar sakte hai. Aur chahe toh mask ke lines bhi make-up use karke chupa sakte hai. Hanji waise hi jese kuch log insta pe mask ka makeup dikha rahe hai.

3) Ghar Me Banaye Home-Made Mask And Rainy Weather Me Bachae Apne Skin Ko

Rainy Weather Me Kaise Rakhe Apni Skin Ka Khayaal

Baithe baithe kya kare karna hai kuch kaam to chalo banaye ek home-made mask! Iss mausam me skin ki dekhbhaal ke lie home made mask pehne. Market mein milne wale mask mein elastic ka use kiya jata hai, jisse face ki skin aur ears ko damage pahuchta hai. But agar aap kapde se bana mask ka use karte hain toh isse aapke skin ko koi nuksaan nahi pahuchta hai. And dhyaan rakhe apne mask ko daily wash kare.

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame  Facebook Instagram Twitter Linkedin par

[starbox Id=shivangi]

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Realme Narzo 10 Ka Naya Version, Jald He Hone Wala Launch

Ex-Partner And Relationship Aur Unki Memories Ko Kaise Bhulae