in

Rajasthan Destinations : Padharo Mhare Desh

Rangeela Rajasthan ka campaign slogan Line previously ‘Padharo Mhare Desh’ hua karta tha. ‘Padharo Mhare Desh’ ka cultural meaning Welcome to Our Land hi. But in 2016 BJP government ne change karke ‘Jaane Kya Dikh Jaye’ kar diya. After that in January 2020 Congress government ne purane slogan ko wapas laya. Also Rajasthan ke sath ‘The Incredible State Of India’ add kiya gya. Rajasthan ko land of turbans, moustache, ghoonghat and camels, etc kaha jata hai. Yaha ki sanskriti, mouth-watering food,  forts & havelis etc tourists ko attract karta hai. Rajasthan destinations both domestic as well as international tourism ko attract karti hai.

Rajasthan Kyu And Kis Season Me Aye

India ke most visited place me Rajasthan hai. It is the land of Maharajas, lakes, grace, emotions, adventure, vibrancy as well as different colours of India. Rajasthani food and heritage royalty ka symbol mana jata hai. Even so Forts, Palaces, Wildlife, Sand Dunes, Lakes, Desert Safaris, handicrafts, etc. experience karne mauka milta hai. Importantly, Winters (October to March) yaha aane ke liye ideal season hai. Besides this garmi ke season me aana utna acha experience nhi hoga. Because yaha Desert ke vajah se bht Garmi padti hai.  Furthermore, Legendary cities of Jaipur, Udaipur, Jaisalmer, and Jodhpur yaha ke royal cities me shamil hai. Because ye cities Rajput worriers ne banwaya tha.

Jaipur 

Vibrant Pink colour ke liye famous hai Jaipur. And because of this ise pink city bhi kahte hai. Delhi and Agra se complement ho kar Jaipur Golden Triangle tourist circuit banata hai. Also Historically rich state of Rajasthan, ka capital hai. Hawa Mahal and City Palace architectural marvels ka best part hai. Therefore, ye Rajasthan destinations me sabse famous hai. Beautiful handicrafts and jewelry yaha ke market ka best part hai.

Rajasthan Destinations
Jaipur Hawa Mahal Shop for clothing. electronics and many more at Amazon in best offers.

Jodhpur 

Jodhpur ek breathtaking beautiful city hai. Yaha har jagah stunning blue houses hai. Therefore Blue city bhi kaha jata hai. And also Sun City bhi kaha jata hai. Mehrangarh Fort, lanes, palaces and forts and glittering bazaars ke liye famous hai Jodhpur. As well as handcrafted artifacts, jewelry, carpets, embroidered shoes, marble sculptures and much more.

Rajasthan Destinations
Jodhpur

Udaipur 

Udaipur ek gorgeous city hai. Shimmering lakes, mountains, monuments and gardens ise holiday destination banati hai. Udaipur ko ‘Venice of the East’ kaha jata hai. Moreover tourists jewelry, fabrics, handicrafts, wooden toys, miniature paintings, and antique objects ki shopping kr sakte hai. City Palace, Lake Palace, Monsoon Palace, Lake Pichola, etc yaha ke famous tourist spot hai. Rajasthani cuisine like Lal Maas, Mirchi Bada, Gatte Sabji and Pyaaz kachoris ise aur bhi special banati hai.

Udaipur
City Of Lakes

Mount Abu 

Ye Rajasthan ka only hill station hai. Because of this ise ‘Oasis of Rajasthan’ kahte hai. Especially Cool weather, scenery and many places ise Famous Destination banate hai. Even so Couple ise honeymoon spot ke liye choose kr sakte hai. Rivers, waterfalls and green forests attractive part hai. Moreover Toad Rock, Nakki Lake, Sunset Point, Peace Park and Trevors Tank, etc prominent sites hai.

Rajasthan Destinations
Mount Abu

Jaisalmer

Jaisalmer ek historic city hai jo Thar Desert ke heart me located hai. Ise Golden City too kahte hai. Rajput Ruler ne is city ko very impressive and stylish way me banwaya hai. Moreover pura region precious stones and cultured jewel se remarkable constructions hua hai. Rajasthan Destinations ka one of most popular city hai Jaisalmer. Oldest Forts along with ancient havelis, huge construction and medieval temples and many more hai tourists ke liye yaha.

Jaisalmer
Jaisalmer

Chittorgarh

Chittorgarh Fort ke liye famous hai ye city. Moreover Rani Padmini ke Jauhar ki history is city ko special banati hai. History lovers yaha jarur visit kare. Even so Rana Kumbha Palace too famous palace hai. Along with Kalika Mata Temple, Meera Temple, Bassi Wildlife Sanctuary, etc bhi famous tourist spots hai.

Rajasthan Destinations
Chittorgarh

Other Destinations-

In addition to all above, Rajasthan Destinations me bht sare cities aate hai. Pushkar, Ranthambore National Park, Bikaner, Ajmer, etc kuch top destinations hai. Not only these places but also bht sare places hai jaha ghuma ja sakta hai. Likewise, Pushkar, Sawai Madhopur, Kota, Pali, etc. kuch aur famous places hai.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Weight Lose Kare Safely Aur Easily:10 Simple Tips.

How To Lower Blood Sugar Levels In 6 Ways?