India ke photogenic destinations ka suhana safar and hasin mausam tourist ko happy feel karata hai. Moreover, Kashmir se Kanyakumari tak aise bht sare destinations hai jaha ka aap trip plan kar sakte hai. Even so ye destinations par Bollywood ki shooting hui hai. Breathtaking landscapes and city ke regular lanes tourist ke liye major travel goal banainge. Because of COVID-19 pandemic tourist koi trip plan nhi kar rahe the. But lockdown open hone ke bad tourist following popular destinations pr trip plan kar sakte hai.

Five must-visit hill stations in Kerala
Suhana Safar

Goa – Dil Chahta Hai

Goa bollywood movies ke shooting ke liye favourite locations me se ek hai. Moreover, idyllic beaches and beautiful churches ke liye famous hai Goa. But, Fort Aguada in North Goa movie makers ke liye special place hai. Rangeela, Dil Chahta Hai, Golmaal, Dhoom, Honeymoon Travels, etc movies ki shooting hui hai. Teenagers, couples, and many more type of tourists ke liye best place hai Goa.

Shop on Great Indian festive sale of Amazon.

Ladakh – Bahti Hawa Sa

Pangong Lake, Ladakh me film makers ka emerging favourite destination hai. 3 – Idiots and Jab Tak Hai Jaan movies ki shooting yaha hui hai. Furthermore, tourist ko yaha great Himalaya ka view dekhne ko milega. Even so yaha ka mesmerizing and nostalgic view Tourist ke liye photogenic place hai.

Manali – Ilahi Mera Jee Aaye Aaye

Beautiful mountain ranges ke liye known destination hai Manali. Moreover, tons of reasons se worldwide tourist attract hote hai Manali se. The Hadimba Temple youth me popular place hai. Furthermore, ‘Yeh Jawaani Hai Deewani’ movie ki  shooting se Manali ke tourism increase hua hai. Paragliding, zorbing, horse-riding, and many such activities tourist yaha kar sakte hai.

Udaipur – Desh Rangeela

Royalty and Havelies ke liye famous popular destination hai Udaipur. Even so yaha ke scenic lake bollywood film makers ko attract karte hai. Yeh Jawaani Hai Deewani and Ram Leela jaise hit movies ki shooting yaha hui hai. Moreover is city ka cuisine and art logo ko attract karti hai.

Make your festival special with Amazon.

Munnar – Ye Hasin Vaadiyan

South India me Kerala one of famous tourist attraction hai. Kerala me Munnar tea plantation and idyllic beauty ke liye famous hai. Moreover, Chennai Express, Nishabd and Life of Pi, etc jaise hit movies ki shooting hui thi. Even so Deepika Padukone dancing and Shah Rukh Khan ka place par movie appearance tourism increase karne me help kiya.

Gulmarg – Bade Ache Lagte Hai

Bollywood love affairs ke liye famous destination hai Kashmir ka Gulmarg. Even so, green meadows and snow-capped mountains ko dekh kar attract hote hai tourists. Moreover, Yeh Jawaani Hai Deewani, Highway, Haider, Bajrangi Bhaijaan and Jab Tak Hai Jaan jaise superhit movies ki shooting yaha hui hai. Additionally, Yeh Jawaani Hai Deewani movie me Gulmarg ko Manali ki tarah present kiya gaya tha.

Spiti Valley – Dekha Ek Khwab

Himalayan beauty ka symbol Spiti Valley winters me heaven jaisa lagta hai. Spiti valley ka suhana safar tourist ko special feel karata hai. Moreover, Highway, Paap and Kesari jaise movies me yaha ke scenic beauty ko present kiya gaya hai. Even so Tiny hamlets and serene monasteries across desert mountain valley sparkle karti hai. 13,000 feet ke light par situated hai ye place.

Rohtang Pass – Tm Sa Hasin 

Even so Rohtang Pass Himalayan ranges me located hai. Moreover, yaha ke marvelous beauty ko Jab We Met, Dev D and Highway me present kiya gaya tha. Hills pr bike se adventurous tour karne vale tourist ka one of favourite destination hai.

Shop for electronics in Navaratri on Amazon.

Shimla – Ye Zamin Ruk Jaye

Popular hill station me first choice hai Shimla. Moreover, Shimla ke beauty ko tourist apne cameras me capture karna chahte hai. Furthermore, Bang Bang, Jab We Met and 3 Idiots movies ki shooting yaha hui hai. Himalayan view ka ye location must visited place hai after pandemic.

Darjeeling – Tmhe Jo Maine Dekha

Darjeeling ek splendid location hai. Tea gardens ki greenery, snow-capped mountains, architecture and warm hospitality ke liye famous hai Darjeeling. Aradhana, Main Hoon Na, Barfi, etc movies me yaha ke stunning view ko show kiya gaya hai.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

You May Also Like

Bach Gaya RRR Ka Record, Prabhas India Ke Sabse Bade Superstar, Last 5 Film on Ki Opening Day Collection Hai Is Baat Ki Gawahi.

Kal Theatres Me Release Hui Film “Kalki 2898 AD” Apne Opening Day…

First 6 Months of Marriage Tips: Avoid These 8 Common Mistakes

The first 6 months of marriage tips are essential for any couple…

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Postpone Ho Gayi Varun Dhawan Ki “Baby John,” Ab Is Nayi Date Par Hogi Release, Kya Naye Look Me Kamal Kar Payenge Varun

Varun Dhawan Ki Much Awaited Film “Baby John” Ko Ab Officially Nayi…