in

UGC Ne Cancel Kiya Final Year Ke Exam,Ab Last Sem Par No

UGC committee ne sarkar ko sujhav diya hai ke woh Final year vidyarthiyo ki pariksha radd kre. Aur unhe purane semester ke exam ke basis par marks de. Yah khabar saare final india me jitne university,college , institute hai sabhi ke liye hoga. Final year chatro kr liye ye kafi rahat kr baat hai.

Qyu Kiya Gaya Aisa?

Ek Committee banae gyi hai uchch sikhsha regulator ke duawara. Sujhav dene ke liye ki koi dusra rasta nikala jaye university ke vidyarthiyo ko test krne ke liye. Is covid-19 mahamari me jiske wajhse kafi jada school aur collego ka nuksan ho gaya hai.

Ye Panel jo tayar kiya gaya hai uska head Haryana University ke vice-chancellor R C Kuhad hai. Unhone kha ki final semester examinations july me hone the naye calendar ke hisab se . But bhut jada risk hone ke wjhse ho ni paya.

Isliye sujhav diya gaya hai ki exam ko cancell kiya jayega. Aur final year exam ko purane semester ke basis pe students ka. Jaisa bhi performance hoga ussi pe marks diye jaenge.

Itna he ni committee ne aage ye bhi kha ki jo bacche. Apne pichle semester ke basis pe jo number diye gaye. Usse khush ni hsi to wah dubara se exam de skte hai. Apne marks ko acha krskte hai jab yah mahamari sahi ho jayegi tb.

New Guidelines Kinke Liye Hongi?

In sujhav ke mutabik UGC ek guideline saare uchch siksha vidhayalayo ke liye is hafte ke ant me nikale gi.

Ye sujhav jo honge wo ek guide ke trha honge saare 40 kendra vidhayalayo ke liye. Sau se jaada state, private aur jo deemed university aur college s ke liye hai.

UGC ne baithak me ye bhi bataya ki nae session jo ki july se plan kiya gaya tha. Aur nae baccho ke session august se start krne ka jo vi plan tha. Wo bhi cancel ho gaya hai. Ab naya session October se start hone ki sambhavana hai.

Ye sujhav tab sne aya jab technical institute jaise ki IIT. Ne naya session online start krne ki baat ki is mahamari me.

IITs ke kuch sources ke mutabik HRD Ministry ne Ph.D students. Ko rajamandi de di hai ki wo campus me jaake padahi karskte hai. But Btec aur Mtec students ko kaha gaya hai ki wo online reh kr he padhai kare.

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin

[starbox Id=erum]

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Anushka Sharma Ki Horror Film “Bulbbul”

Kanchi Singh Ki Personal Life And Popularity