Sony live ki Undekhi series premier hua aur logon ne aise react kiya ki police ka involvement hogya. Actually, Sony live ne ek automated call rakhi hai jisse wo apni new series Undekhi ka promotion ek new strategy se kar sake. Although iske baad iska response itna acha nahi gaya. And logon ne complains karna shuru kar diya. Therefore, logon ne twitter par iss promotional activity se apni nirasha nikali. Also, logon ko 140 aur 40 se start hone waale number se prank call bhi aane lag gaye. So, logon ne turant Mumbai police se iske baare mein complain ki.
Police Ne Rukvae Promotional Activities
Later Maharashtra police ne Sony Live, jo ki ek streaming service hai usse request ki that wo iss promotional activity ko cease kare. Therefore, Mumbai mein rehne waali Vaibhav Pawar jinhone ek-ek company khareede hai. So, Vaibhav ne mention kiya sham 4 baje uske pass ek rishi naam ke ladke ka call aata hai. Also, Vaibhav ne ye bhi bataya ki jisne use call kiya wo usse ye bol raha tha ki koi use marne aarha hai. However, iss pandemic mein log vaise bhi pareshan hai aur aise calls ayengey toh log aur stressed aur nervous hojayenge.
Mumbai Police Hai Kaafi Serious
Moreover, Mumbai Police ne iss matter ko seriously liya aur twitter par mention kiya ki apni personal details wo call par kisse se bhi share na kare. Also,k Police ne ye bhi mention kiya ki wo apne nearest police station mein aake iski complain kar sakte hai.
So, finally Sony live ne bhi apne reply me ek apology tweet ki. Also, tweet me Sony Live ne ye likha ki agar prank call aaya hai ‘Undekhi’ show ke liye toh vo apology maangte hai. Therefore, Sony Live ne ye bhi mention kiya ki unhone sirf ek promotional activity test ki thi.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par