in

11 Digits Mobile Number Ke Lie Ho Jae Tyaar

Ab vo time aagaya hai jab ham 10 digits ke mobile number ko use karne ke bajae 11 digits ke mobile number ko use Karna start kar de. Government ne iske lie apne suggestions TRAI ko dediye hai. And ye bahut jald impose bhi Hoga. Telecom Regulatory Of India (TRAI) ne 29th May 11 digits ke mobile numbers ko use me laane ka proposal diya hai. According to TRAI 10 digits vaale mobile number ko change kar 11 digit vaale mobile number karne se desh me jyda customers ko benefits ho sakta hai.

11 digits ke 10Billions mobile Numbers Ban Sakte Hai

According to TRAI, agar mobile number ko 10 digit ke jagah 11 digit ka kar diya jae. Then India me mobile numbers ki availability badh jaegi. Regulatory ne kaha agar mobile numbers ko 11 digits ka kar, diya Jae. And first number 9 rakha Jae, then poore desh me lagbhag 10 billion numbers banae ja sakenge.

Landline Se Moblie Pe Call Karne se Pahle Zero Lagana Pad Sakta Hai

Regulatory ne ye bhi suggest kiya. Landline se mobile par call karne ke lie mobile number ke starting e zero Lagana compulsory hona chahie. As if now ham Bina zero lagae call kar sakte hai kisi Bhi mobile number par.

Along with that TRAI ne propose kiya ek nae numbering Plan ko jald hi available karvane ke lie. And TRAI ne ye bhi suggest kiya. Dongles ke lie use hone vaale mobile numbers ko 10 se 13 digits ka kar diya Jae. That means ab aap jald hi 10 digits k chor kar 11 digits ke mobile numbers ko use kar paenge.

Kahne vaali baat hai but TRAI badhti mobile users ke chalte. Kafi time se 10 digits ke Numbers ko 11 digits ke numbers me update karne pe laga hua hai. However, is time chances hai vo kamyab bhi hojae.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Ravichandran Ashwin Ne Ki Video Upload Jo Ho Rahi Kafi Viral

Wajid Khan Ab Hamare Beech Nahi Rahe – 2020 Ka Ek Aur Julm