Kya apko pata hai ki music day kya hota hai and kyu isko itni importance di jati hai. Aaj ke din hum unprofessional and learners ka Samman karte hai. Then iss din ki starting kaha se hue, kya aapko pata hai? So France ke politician Jack Lang ne request ki thi ki singing ko apna passion Banane wale Maurice Fleureta ko music and culture ka director banana Jaye. Maurice Fleurtea waha ke culture and music style se bahut impress and influence bhi hote the. Then Dheere-Dheere unhone Paris me ye festival shuru ki “music day”  thereafter aaj 70 se 120 countries iss festival ko celebrate karte hai. World music day ko ham French me “Fete de la musique” kahte hai.

Toh Kya Tha Purpose Unka Ye Din Rakhne Ka? 

World Music Day: 10 ways how music can be therapeutic for your ...

To bata de aapko Ye isliye rakha kyuki music ek art hai. And isko Duniya ke har kone tak promotion karne ke liye 2 tareeko ka use kiya. Ek to saare professional and amateur singers ko bola ki street par performance kare. And kaha under the slogan ‘Fete de la musique’ me ise promote bhi kare. Aur dusra ki free me concerts karwaya. So that jyada se jyada public aaye and unhe music ke genres ke baare mai bhi pata chale. 

Kya Aapko Pata Hai Music Hamare Body Ke Liye Kitna Beneficial Hai    

 

World-Music-Day-june-21st - vibe.ng

Expert kahte hai ki music sunne and gaana gaane se stress level decrease hota hai. And iske sath hi mood bhi acha hota hai. Log workout karte time bhi songs sunte hai. And mana jata hai ki isse workout me energy 40% badh jate hai. Also, there are some Music jo meditation aur mental illness me bhi help karte hai.

Movie Harry Potter and the philosopher’s stone me Professor Dumbledore ne music ke baare me ek quote bola hai –  ‘AH, music, a magic beyong all!’ 

World music day par jab log bahar nikalte hai to concerts ko dekhte hai, parties me ya DJ concerts. And ya live concerts ho sab log isko celebrate badhe Dhoom dhaam se karte hai. But jab se ye mahamari covid19 aya hai tabse social distancing par dhyaan rakha ja Raha hai.  Therefore ham issse online performance and competition ke classes laga ke bhi aage badha sakte hai.

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin

[starbox id=shivangi]
You May Also Like

Bach Gaya RRR Ka Record, Prabhas India Ke Sabse Bade Superstar, Last 5 Film on Ki Opening Day Collection Hai Is Baat Ki Gawahi.

Kal Theatres Me Release Hui Film “Kalki 2898 AD” Apne Opening Day…

First 6 Months of Marriage Tips: Avoid These 8 Common Mistakes

The first 6 months of marriage tips are essential for any couple…

Tenet | Christopher Nolan Ki ‘Tenet’ Amazon Prime Par Hue Release

John David Washington ke sath dete hue Robert Pattinson aur , Elizabeth Debicki, Dimple Kapadia, Kenneth Branagh, Aaron Taylor Johnson, Michael Caine and Clemence Poesy jaise diggaz milenge movie me.

Postpone Ho Gayi Varun Dhawan Ki “Baby John,” Ab Is Nayi Date Par Hogi Release, Kya Naye Look Me Kamal Kar Payenge Varun

Varun Dhawan Ki Much Awaited Film “Baby John” Ko Ab Officially Nayi…