Border par hui violence ke baad se India and China ke beech continuously tension badh raha hai. 20 soldiers ki death ko lekar India ke logo me kaafi gussa hai. From now India ne China ko har tarah se lesson sikhane ke liye apni kamar kas li hai. China ke economic battledore ko harm karne ke liye attack bola ja raha hai. India jaisi country me China ke 59 Aap par ban laga diya hai. Isme Tik-Tok bhi shamil hai. Is app ke ban hone par dancing queen Sapna Choudhary ka statement aya hai.
Sapna Choudhary Ka Statement:
Government ke is decision ka log swagat kar rahe hai. Is beech dancing queen Sapna Choudhary ne bhi government ke is decision ko appreciate kiya. Sapna khud bhi Tik-Tok use krti thi. And unke laakho followers bhi the. Unhone apne statement me kaha ki country se badhkar kuch bhi nahi.
Sapna ne ek vedio present karte hue kaha hai, “Government ne 59 App ko ban kar diya hai jisme Tik-Tok bhi include hai. Mai government ke is faisle ko completely appreciate karti hu. And ye bohot hi accha decision hai. Sath hi jo is decision ke against ja rahe hai unko mai samjhana chahti hu”.
Sapna further kehti hai, ‘hum China ki App use karte hai, to unko fund jata hai, unko paisa jata hai. And usi paise ka vo misuse humare upar karte hai. To ye galat baat hai, aapko government ka sath dena chahiye. And unke decisions ki respect krni chahiye. And jitne bhi humare country ke soldiers Ladakh ke border par posted hai, unka hath jodkar mai dhanyawaad karti hu. Jai Hind Jai Bharat.
Bata de government ke is decision ko kayi Tik-Tok users criticise kar rahe hai. However, aise logo ki list bohot kam hai. News ye bhi hai ki India me Tik-Tok jaise Aap launch kiye ja sakte hai.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par