Samajwadi Party ke guardian Mulayam Singh Yadav ki ban rahi Biopic ka trailer release kar diya gaya hai. Ab unki life journey ko viewers tak pahuchaya ja raha hai. Iss biopic ka trailer online platform par release kar diya gaya hai. Iss baat ki information film maker Mina Sethi Mandal ne di hai.
October Tak Release Ho Sakti Hai Film
Mulayam Singh Yadav ki Movie ka trailer to launch ho Chuka hai but movie October tak aasakti hai. Film director Suvendu Ghosh ne bataya hai ki, if cinema halls open ho jayege toh ye film probably October me release hogi. Uttar Pradesh ke former Chief Minister ki biopic ka naam “Main hu Mulayam Singh Yadav” hai. Film ko online platform par release karne ke question par director Suvendu Ghosh ne kaha hai ki Mulayam Singh Yadav the Son of the earth hai. We are hoping that is film ko dekhne waale majority viewers village area se honge. Is film me, villagers, workers aur farmers ki desires ko dikhaya Gaya hai. Film director Suvendu Ghosh ne kaha hai ki hum village viewers se online platform par film dekhne ki hope nahi rakh sakte hai.
Film Ke Trailer Par Kya Bole Netaji.
Director Suvendu Ghosh ne kaha hai ki film ka trailer dekh kar Netaji khush huye the. Aur Netaji Jante hai ki ek Kishan ke bete pata hota hai ki society me changes laane ke liye kitna hard work karna hota hai. Suvendu Ghosh ne kaha hai ki, if ye film October tak release nahi ho paayi toh main ise Uttar Pradesh Vidhansabha Election ke nearby 2021 ke end tak release karunga. Uttar Pradesh me 2022 ke starting me elections honge.
Kon-Kon Hai Iss Film Ki Making Me
Iss film me Amit Sethi ne Mulayam Singh Yadav ka role play kiya hai. Film Star Mithun Chakraborty ke Son Mimoh ne Mulayam Singh Yadav ke bhai Sikpal Yadav ka role play kiya hai. Prerna Singh, Mulayam Singh Yadav ki wife ke role me dikhai degi. Prakash Balbeto ne Ram Manohar Lohiya ka role play kiya hai. Aur Govind Namdev Chaudhary, Charan Singh ke role ko play karte huye nazar aayenge. Famous Actress Zarina Bahab aur Anupam Shyam ne film me Mulayam ki mother and father ka role play kiya hai. Toshi aur Sharib ne iss film ke music ko ready kiya hai. Aur Saleem Sheikh ne song ke words likhe.
70 MM Screen Par Aayegi film.
Suvendu Ghosh ne bataya hai ki film ki continuation me kai baar unse mila. Netaji bahut hi down to earth person hai. Samajwadi Party se Jude logo ke liye ye film bahut necessary hai because iss film me unhe apne Neta Ji ke struggle ko Janne ka chance milega. Maine unki life related kuch unknown fact par bhi focus kiya hai. Ghosh ne kaha hai ki Mulayam Singh Yadav ne apne state aur logo ke liye jo kiya hai, vo wonderful hai. Main unki iss life journey ko 70 MM par laa kar bahut proud feel kar Raha hu.
Mulayam Singh Yadav Movie Ka Trailer
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par