Recently, Android apps jese ki Gmail, Facebook, Messenger aur Instagram jese crash kar rahe hai. Issue ko Google recognize kar chuka hai aur ab use thik kara jara hai.Is time period me we have some solutions for you.
Also read : https://www.techyuga.com/
The Crash
Android apps kafi time se ab crash kar rahe hai. Ye affected apps ek dusre se bilkul bhi related nahi hai jisse users kafi confuse ho chuke hai. In continuous crashes ki vajah ek buggy update for System WebView App hai. Google ne is cheez ko realize kara aur solutions roll out karne me thoda time lagega. Until then aapke liye sare options are mentioned as follows.
Also read : Discord Ko Khareedne Ki Planning Kar Raha Hai Microsoft
Options
- Android System WebView se related updates delete karne kelie
- Settings>Apps>Android System WebView
- Click 3 dot menu jo ki top right
- uninstall updates option ko choose kare
- Google Chrome ko Disable Kare
- Agar aap Android System WebView app ko nahi dhund pa rahe hai to Google Chrome ko disable kar dijiye using the following steps ;
- Settings>Apps>Google Chrome
- Disable button ko click kar dijiye
Also read : Vivo X60 Pro+, Vivo X60 Pro, Vivo X60 Launched In India: Price, Specifications
Ab Rv Talks telegram par available hai to turant hi hamare telegram channel ko join kariye so that koe bhi update miss na ho. Aap hamse hamare social media channels par bhi connect ho sakte hai. Facebook | Twitter | Instagram | Linkedin