Ramayana ka Hindu religion me one of most important epic place hai. And Ramayana me lord Ram and Devi Sita ke life journey ko describe kiya gaya hai. Most of logo ko Ramayana ki story pata hai. Epic Ramayana me bht sare places ka description kiya gaya hai jo aaj bhi available hai. And un Ramayana related places par people visit karna chahte hai. Ramayana ke characters ke liye most of people me aaj bhi interest hai. People ye pata karna chahte hai ki Ramayana kitna dreamy and kitna truth hai. Following Ramayana related places ko read and visit karke aapko believe ho jaiga ki vo dreamy nhi but truth hai.

Ramayana Related Images
Ramayana

Ayodhya – Ram Janambhoomi

Firstly, Bhagwan Ram ka birthplace hai Ayodhya. Moreover aisa mana jata hai ki Ayodhya one of oldest civilized places me ek hai. Previously, Ayodhya ka capital city tha kingdom of Kosala or Kaushala and uske ruler Ikshvaku dynasty ke the. Bhagwan Ram se connect hone ke liye Hindus ke liye isse better place koi aur nhi hai. Aisa kaha jata hai ki Ayodhya ke  southern section Ramkot me Bhagwan Ram ka birth hua tha. Additionally Ram Navami, Diwali, and Dussehra jaise festival me Ayodhya visit karna devotees ke liye best ho sakta hai.

Check out amazing deals at Amazon.

Mithila and Janakpur – Mata Sita Birthplace

Secondly, Mithila ko Mata Sita ka birthplace kaha jata hai. Mithila Raja Janak ka kingdom tha jo Mata Sita ke father the. Moreover Janakpur vo place hai jaha Mata Sita and Bhagwan Ram ki shadi hui thi. Present time me Janakpur India se 20 km away Nepal ke Kathmandu me hai. And some part India ke Bihar me located hai. Furthermore, devotees ko Vivah Panchami ke occasion par visit karna best hoga.

Up to 70% off on kitchen product at Amazon.

Prayag 

Later Prayag ke name ko change karke Allahabad kiya gaya. Especially, Ganga, Yamuna & Saraswati ke Triveni Sangam ke liye known hai. Even so yaha Bhawan Ram, Mata Sita and Lakshman vanvas jate time Rishi Bharadwaj ke Ashram me kuch time spend kiye the. Moreover, Prayag ka kumbh Mela me several people gather hote hai.

Chitrakoot

Ramayana related places me one of most important role play karta hai Chitrakoot. Because Chitrakoot vo place hai jaha Bhagwan Ram ko unke Bhai Bharat ne Pita Dasharatha ke death ki news di thi. Moreover, Ramayana me us situation ko Bharat Milap ke name se feature kiya gaya hai. States of Uttar Pradesh and Madhya Pradesh ke mid me located hai Chitrakoot.

Shop fashionable products from Amazon at reasonable rate.

Dandakaranya

Ramayana related places me vital role play karta hai Dandakaranya. Moreover, is place par Suparnakha Bhagwan Ram se mili and unhe like karne lagi. Afterwards gusse me aa kar Bhai Lakshman ne Suparnakha ke nose cut kar diya. This time Dandakaranya Andhra Pradesh, Chhattisgarh, and Orissa ke parts me situated hai. Additionally, tourist spiritual tour karte time Dudhsagar Falls and Sula Vineyards visit kar sakte hai.

Panchvati

After Dandakaranya Ram, Sita and Lakshman Panchvati aa kar rahne lage. Moreover, yaha se jude incidents Ramayana me important role play karte hai. As yahi vo place hai jaha teeno ‘kutiya’ bana kar rah rahe the. And after that Mata Sita ne Golden deer ko dekh kar Bhagwan Ram se pakadne ko boli. After that Ravana ne Roop badal kar Mata Sita ko Bandi bana kar Lanka le gaya. That’s why ye place important role play karta hai. Present time me Panchvati Nasik state me hai. Furthermore yaha ke Ram Kala Mandir tourist ke liye attractive place.

Kishkindha

Epic Ramayana ka one of most important part hai Kishkindha. Moreover, Kishkindha ko kingdom of Apes kaha jata tha. And this time Kishkindha Tungabhadra river ke around Karnataka ke Hampi me situated hai. Additionally, ab Hampi famous UNESCO World Heritage Site me included hai. The kingdom of Bali and Sugriva (kingdom of Apes) ne Bhagwan Ram ko Ravana ko defeat karke Mata Sita ko wapas lane me help kiya tha.

Risyamukha Mountain

Ye vo important place hai Jaha Hanuman ji Bhagwan Ram and Lakshman se mile the. Mata Sita ko search karte time Bhagwan Ram and Lakshman yaha pahuche the. Moreover, Sugriva and Hanuman yaha Bali se chup kar rah rahe the. Even so ye significant role play karta hai as hanuman ji Anjaneya Hill par born hue the jo Risyamukha mountain ke pas hai. Currently ye place Karnataka me located hai.

Rameshwaram

Hindus ke liye Rameshwaram one of most holy places me ek hai. Even so ye one of Char Dham places me included hai. Moreover, ye vahi place hai jaha Bhagwan Ram ki sena monkeys ne mil kar stone bridge called Ram Setu banaya tha. Legends ke according, Mata Sita ne Lanka se return ho kar yaha Shiv lingam banwai thi. Jo ab Rameshwaram Temple ke name se famous hai. Today also is floating bridge ko India and Sri Lanka ke mid me Dekha ja sakta hai.

Check out offers on Automotive essentials at Amazon.

Ashok Vatika

Ravana Mata Sita ka apaharan karne ke bad Lanka le gaya. After that Mata Sita ne Ravana ke sath Mahal me rahne se mana kar diya. So thereafter Mata Sita Ashok Vatika me Ashok ke tree ke niche rahne lagi. Present time me Sri Lanka me Hakgala Botanical Garden hai jo the resort city of Nuwara Eliya ke pas hai.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend and give your feedback.

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho to apne views hame Comment Box Me Likhe. Aur Apne friends ke saath share kare. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin Pinterest par

You May Also Like

Darjiling :The Qween Of Hills

Hey Guys ,Kya Apko Ghumna Pasand Hai Agar Ha To Aj Main…

Tourist Destination To Visit During This Summer

Summer Vaccations ek bahut acha time hote hai ek holidays ke liye. India me dunia bhar ke kuch sabse best hill stations and tourist destination hai jinhe aap apni family ya friends ke saath kar sakte hai visit isse summe

Shimla Ka Naya Plan: Traffic Ko Control Karne Ke Liye

Shimla police ne ek naya plan banaya hai jisme entry points par 5-10 minute ka halt hai taaki traffic smooth rahe.

Karl Rock Ke 5 Videos Joh Prove Karta Hai How Much He Loves India!

Checkout Karl Rock’s videos which shows how much he loves India!