in

Rice and wheat Ke Nutrients Kam Hote Jaa Rahein Hain

Rice and wheat losing their nutrients

Researchers ka kehna hai ki india mein rice and wheat ke nutritients lose hote jaa Rhein hai. Humans 10000 years se rice ko domesticate kar rahe hain aur yeh staple food ban chuka hai for more than 3 billion people ke liye but aaj ke time mein rice mein nutrients ki same density nahi hai jo 50 years pehle hoti thi.

Why Brown Rice Is Better Than White Rice | Brown Rice Nutrition Facts

Researchers from institutes under the Indian council of agricultural Research and Bidhan Chandra krishi vishwavidyalaya ne bataya hai ki grains mein zinc and iron iron ki density kam hoti ja rahi hai. Or ye research publish hui hai last month in environmental and experimental botany.

Seed Collection | Rice and wheat

And variety of wheat ke seeds ko collect kiya gaya hai from the gene Bank maintained at the ICAR national rice research institute , Chinsurah Rice research station and ICAR Indian institute wheat and barely researched ke dwara.

In collected seeds ko laboratory mein ugaya jata Hai aur sown pot mein kiya jaata hai uske baad use suitable environment Mein Rakha jata Hai Jahan per unko sufficient amount Mein fertilizer provide Kiya jata hai aur unko harvest bhi Kiya jata hai aur unki under nutritient content ko check kiya jata hai aur study Ki jaati Hai.#Rice and wheat

Health Benefits of Rice| Weight Loss| Balance Nutrition

Falling nutrients | Rice and wheat

Agar 1970s ki baat ki jaaye to zinc ki quantity in grains of rice cultivars mein 27.1mg/kg paayi gayi thi aur saath hi 59.8 mg/kg iron content .
Aur agar 2000 ki baat ki jaaye to zinc ki quantity in grains of rice cultivars mein 20.6mg/kg paayi gyi aur iron ki 43.1mg/kg.

Agar wheat ki baat ki jaaye to zinc and iron ki concentration in 1970 s mein thi 33.3mg/kg and 57.6mg/kg. Jo ki 2010 mein dekhne ko milti hai 23.5mg/kg and 46.4mg/kg respectively.

Exploring the best millet for weight loss - 24 Mantra Organic

Government initiatives | Rice and wheat

Ye aisa kyon ho rha hai ? Iske bhot se karan hai . Jinme se ek hai soil ke nutritients kam ho jaana. Indian government ne bhot se initiaves liye is regarding like schools mein pills di jaati thi taaki zinc aur iron ki Kami na ho bacho mein.#Rice and wheat

Wheat 101: Nutrition Facts and Health Effects

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Ranveer Singh

Ranveer Singh Ke Latest Photo Shoot Ne Kar Dala Hai Memes Ki Bohchaar!

Black Guava : Ab Koi Bhi Old Nhi Hoga