in

Bachendri Pal: Bharat Ki Vo Beti Jisne Silai Karte Hue Mt. Everest Laangha

Din ke 1 baj kar 7 min par 23 May, 1984 ko Uttrakhand ke Uttarkashi ki Ek Beti ne Indian Flag ko Laharaya. Us Indian Daughter ka Nam Bachendri Pal hai. Bachendri Pal India ki first and world ke fifth woman hai, jisne Mt. Everest ki chadhai ki. Bachendri Pal ki life bhi Mt. Everest ki chadhiai ki Tarah hi kaafi utaar chadhav bhari Rahi. Unki life se related kuch stories famouse hai, Chalie daalte hai unpe nazar.

Silai Ke Sath Sath Ki Padhai

Bachednri Pal
Bachednri Pal

Bachendri Pal ke ghar ki financial situation kaafi kharab thi. But Books ki taraf unka attraction hamesha se tha. Koe option na dikhane pe unhone sabse pehle silai sikhi and thereafter logo ke kapade sil kar paise kamane lagi. Daily basis pe vo 5-6Rs. kama leti thi. Usse unke school ki fees nikal jaati thi. School time me Bachendri Studies ke sath sath Sports me bhi Top pe thi. Islie unhone Studies ke sath sath Shot-Put, javelin Throw and Discus me bhi kaafi behtareen performance di.

Techer Ke Ghar Me Ghusne Se Hue Thi Khub Pitai

Bachendri Bachpan se hi kaafi chanchal swabhav ki thi. School time me inke ek teacher thi jo behad hi khubsurat thi. Sabhi log unki khoobsurti ki charhcha karte nahi thakte the. Then chahe vo other teachers ho ya students. Ek din unhone apni do dosto ke sath decide kiya us teacher ke ghar jaane ka. and pata karne ka ki vo itni khusurat kaise hai. Teacher ki khusurti ka raaze janne ke lie bachendri and unki friends khidki ke rasteteacher ke room me ghus gae. Then sab dressing tables pe rakhi bottles ko dekhne lage and janne ki kosis karne lage ki aisa kya hai in bottles me. Pairo ki awaz sunkar bachendri apne dosot ke sath bed ke niche hi chip gae. Teacher ko jaise pata chala unhone khub pitai ki bachendri and team ki.

Mountaineering Ka Course Join kiya Job Na Milne Par

bachendri Pal
Bachednri Pal

B.A. karne ke bad Bachendri ne M.A. ( Sanskrit) kiya and then B.Ed. ki degree hasil ki. Itna padhane ke bad bhi jab unko job nahi mili. then unhone decide kiya ki Mountaineering ka coruse karengi. So unhone Nehru Mountaineering Institute me admission leliya. Is course me unhe sabse acha bhi mana gaya.

Pita Ne Chat Se Diya Fek

bachendri Pal

Vaise to bachendri kaafi chanchal thi bachapan se. But unki chanchalta ek din unki life pe bhi bhari padne vaali thi. Ek din unke papa Ramayan ka paath kar rahe the. Bachendri apne papa ka attention paane ke lie unhe tang kar rahi thi. And unke papa unhe bar bar ignore kar rahe the. But Papa ko ignore karte hue dekh Bachendri aur tang karne lagi. Then gusse me aake unke papa ne unko ghaseetate hue chat pe lagae and vaha se niche fek diya. But Niche girte girte bachendri jhaadi me fas gae. Dar ka khauf unke chehre pe saaf jhalak raha tha and unka chehra poori tarike se nila pad gya. Although unke papa ne hi unko bachaya. But baad me isi matter ko leke unke mummy papa me khub ladai bhi hue.

Jab Indira Gandhi Ne Jabm Kar Ki Tareef

Indira Gandhi ne Ki Tareef bachendri ki

1984 me jab india gandhi ko bachendri ke is acheivenmnet ke baarem me pata chala. Then unhone ne kaha, “Bachendri, mai tumhri jaisi 100 bachendri chahti hu”. Bachendri batati hai ki jab unhone Indira gandhi ke saamne Adventure Sports ke promote karne ka proposal rakha. Then Indira ne unse kaha ki isme gaon ki mahilao ko bhi jodu.


Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur likhe. And Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare Facebook Instagram Twitter Linkedin

 | Website

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Farah Khan Ka Mazedaar Birthday Wish Husband Shirish Ke Lie

Realme Watch India Me Launch Price Only ₹3,999