India ke 9 banks unions ne 2 din ke strike ke announcement kari hai. India me 15th and 16th march ko bohot public sector banks band rahenge.
Unions ne kaha hai ki 1million (10 lakhs) workers is strike me part lengey.
Financial year 2021-2022 ka budget plan dikhate hue Financial Minister Nirmala Sitharaman ne bataya ki 2 public sector bank ko privatise karne ki process chalu hai under Disinvestment plan.
Government ne pehle bhi zadatar stake IDBI Bank ka LIC ko sell kar diya tha. Last 4 years me Government ne 14 public sector banks ko merge kar diya tha baki banks ke sath.
Increasing Privatisation in Public Sector Banks ko dekhte hue bohot sare bank unions ne apna opposition dikhaya hai Government ke iss faisley par.
bank strike karne se pehle bank union ne bohot bar Government se iss barrey me baat karne ki koshish kari thi.
Finance Ministry and Bank Unions ke bich 4,9 and 10th march ko meetings hui thi privatisation of public sector banks ke topic pe. But reconciliation nai hoo payi Union and Ministry ke bich me.
negotiation fail hone ke baad, Ho bank unions ne 2 din ke strike ki announcement kari hai.
Also read:-Kya TATA Ne Elon Musk’s Tesla Inc Ke Sath Kari Hai Deal? JANIYE Tata Ne Kya Kaha
Impact Of Banks Remaining Close
Bank ke band hone ke vajha se public, ATM se cash nikalne ke liye liable hoo gayi and iske vajha se hume bohot sare ATM ke samne bohot lambi line nazar bhi ayi.
Also read:-Janiye Virat Kohli Konse 10 Businesses Ke Maalik Hai
Ab Rv Talks telegram par available hai to turant hi hamare telegram channel ko join kariye so that koe bhi update miss na ho. Aap hamse hamare social media channels par bhi connect ho sakte hai. Facebook | Twitter | Instagram | Linkedin