in

LoveLove

Bihar oxygen crises: Bihar IAS officer saved nearly 250 lives

IAS officer saved nearly 250 lives by solving acute Bihar oxygen crises in 8 hours

Purnea joki Ek Bihar ke district Hai wahan par 12 May ko ek oxygen plant broke ho gaya tha. Oxygen supply band Ho gai thi. Wahan ke DM Rahul Kumar ne bihar oxygen crises ko manage Kiya aur 250 logon ki jaan bachai.

yahan Ek hi only oxygen plant tha Bihar Purnea district mein jo ki broke down ho gaya tha aur yahi oxygen plant us district ki daily requirements ko poora Karta tha. Yeh plant oxygen produced to karta hai lekin isme medical oxygen store karne ki facility nahi hai.#bihar oxygen crises.

India at a healthcare crisis : Hospitals run out of oxygen, beds, drugs and  Mental strength

Purnea District | Bihar oxygen crises

Bihar ke eastern part mein Purnea district hai. Aur iske surrounding mein bihar ki kuch backward districts bhi hai like Kishanganj , Araria , Khaghria , supaul, saharsa . Purnea district jo hai wo medical hub bana hua hai kuch decades se . Aaspas ki districts se log purnea mein aate hai medical facilities ke liye.

Second wave of Corona Ke chalte Purnea ke 10 bade private hospital jo hai woh covid patients ke liye ek lifeline Bane hue hain especially for neighbouring districts. Purnea district bihar ki capital patna se 300 km door hai.#Bihar oxygen crises

Young doctors 'overwhelmed' as beds, oxygen shortage leaves patients  gasping - The Hindu BusinessLine

DM Rahul Kumar dedication | Bihar oxygen crises

Jo top official hai unhone sirf medical oxygen ka hi arrangement nhi kiya 8 hrs mein balki jon oxygen plant broke ho gya tha use bhi 8 hrs ke andar andar repair karwaya .
Yahan ke DM ne orders paas krne ke liye bilkul time waste nhi kiya unhone logon ki lives ko bachana hi apna ultimate goal rakha.DM Rahul ji Kumar ka 8 hrs operation mein sirf covid control room in Purnea sardar hospital ke 250 critical covid patients ko hi nhi bachaya balki saath saath crisis management ka lesson sikha Diya.#Bihar oxygen crises

Purnia DM Rahul Kumar Initiatives to give job of stitching masks to tailor  masters after completion of quarantine period - बिहार: पूर्णिया के DM की  अनोखी पहल, क्वारंटाइन में रह रहे 70

Issue | Bihar oxygen crises

Dm ke paas SOS call aaya hai biggest private hospital se aur unka kehna tha ki unke paas bas kuch hi ghanto ka backup bacha hai. Aur fir another private hospitals se bhi yhi issues saamne aayi ki oxygen supply chahiye twitter ki help se logo se madad maangi gayi. Dm ke paas bhi politicians ki call aane lagi ki hum kis type se help kar sakte hain.#Bihar oxygen crises

Oxygen crisis: Many small private hospitals in Jaipur turning away patients  | Jaipur News - Times of India

Help | Bihar oxygen crises

Purnea district ki help ke liye neighbouring districts bhi saamne aaye . Primary health centres se bhi kuch oxygen cylinders ka intzaam ho gaya tha . Damdah subdivision ke dwara bhi 15 oxygen cylinders bheje gye hospitals mein.At the end of the day 65 or 60 oxygen cylinders Bhagalpur aur siliguri se aaye gaye 8 p.m. ke around. Aur oxygen plant bhi repair ho gya tha .#Bihar oxygen crises

Hospitals face oxygen shortage, Centre increases states' quota | Hindustan  Times

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

Mizoram Forest Mein Lagi Aag

Mice rain in Australia : Ye Kya Ho Raha Hai ??