Har kisiko nhi milta pyaar zindagi mein khusnasib hai wo jinhe mili ye bahr Zindagi.
Paisa pyaar nhi kharid sakta ye baat bilkul sach hai. Aaaj hum kahani sunte Hai Bill gates and Melinda gates divorce ki . Bill gates jo ki poore world mein richest persons mein se ek hai. Bill gates and Melinda gates ne ab marriage ke 27 saal bad divorce lia. Dono ne Twitter ke madhyam se bataya ki unhone kafi soch samajh kar marriage end karne ka faisla liya hai .# Bill Gates And Melinda Gates Divorce .
Journey | Bill Gates And Melinda Gates Divorce
Bill Gates and Melinda Gates ke three children hai aur unki Ek foundation chalti hai bill and Melinda gates foundation jo world ki badi organisations main se ek hai. Microsoft corporation ke co-founder Bill gates hai jo ki is samah 65 age ke ho chuke hai. Ye 1994 se 2014 tak richest person on the planet the. Bill gates ab world fourth richest person hai. Melinda gates 50 ki hai . #Bill Gates And Melinda Gates Divorce .
Bill Gates Thinking | Bill Gates And Melinda Gates Divorce
Jab Bill gates 50 + ho gaye the to Unka focus global Health and equality for women in issues par aa gya. Unka kehana hai ki professional life mein koi bhi chij nahin aaegi. Jo unki bill and Melinda gates foundation hai jo Jaise pahle chal rahi thi ab bhi vaise hi chalegi. #Bill Gates And Melinda Gates Divorce .
It is the second bombshell divorce among the world richest people. Kyunki 2019 mein Jeff bezos and Mackenzie Scott ka bhi divorce hua tha.
Jab inka divorce hua tha to Mackenzie World ki third richest woman ban gai thi. Mackenzie ne last year 4 billion se bhi jyada paise charity mein donate kar diye the. She also became one of the most influential philanthropist in the world.# Bill Gates And Melinda Gates Divorce .
Bill Gates Wealth | Bill Gates And Melinda Gates Divorce
Lekin bill gates ki wealth ko divide karna thoda jyada complex as compare to Bezos. Bill and Melinda gates ka residence hai Washington. Washington Ek community property state maani jaati Hai. yahan par law hai ki is state mein jo bhi rahte hain shaadi ke bad jo bhi property acquire hoti hai woh donon ki hoti hai.
Lekin Jaise hamare yahan kya hota hai shaadi hone ke baad bhi jo property Hai voh chahe mahila ke naam ho sakti hai ya fir man. Or yahan divorce ke bad bhi women ko property mein se jyada division nahin diya jata sirf alimony hi di jaati Hai #.Bill Gates And Melinda Gates Divorce . Lekin USA me shaadi ke bad jo bhi business hai ,jo bhi gadi kharidi gai hai, Jo property kharidi gayi Hai wo basically donon Ki equal hoti hai.
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin