Amit Breath in the shadow me aapko as police officer dikhe hai. Amit Sadh ne bahut se TV Serial aur movies kiye hai. Ek media house ke puche hue questions ka unhone boldly jawaab diya. Jab Dainik Bhaskar ne pucha ki aap outsider hai toh nepotism pe aap kya kahna chahte hai?. Tab Amit ne reply kiya ki “maanta hoon ki film industry me 4 log agar nalaayak hai toh 40 log acche bhi hai. Also, Amit ne ye bhi bola ki favouritism toh har ghar mein hota hai, bachoon ke beech bhi hota hai. Amit ye bhi bolte hai ki wo apna kaam honesty se karate hai. Also, he said that 16 saal ki age mein wo security guard the. And agar mujhe film mein kaam nahi milta hai toh wo bartan maanjenge.
Amit Nikle Corona Negative
Amit ne Abhishek ke saath kaam bhi kiya hai unki recent movie me. Jiske baad Abhishek Bacchan ko COVID hogaya. Amit Sadh clarified that series ke dauran Abhishek aur usne ek saath dubbing nahi ki thi. Therefore, Amit ne apne Twitter par apne fans ko thank you bolke ye bataya ki unka test negative aaya hai.
Early Stage Ki Journey Btaya
Amit Sadh ne ek recent interview mein share kiya about his early life part that Television me kaam start karne ke dauraan unhe sab disrespect karte the. Also Amit ne ye bhi bataya ki unhe Television pe kaam isliye nahi mila kyuki log ek dusre ko call karke unhe kaam dene se mana kar rahe the. So, he decided ki vo movie mein kaam karenge. Therefore, Amit ne logo ka dil bohot si movies mein stole kiya jaise Super 30, Kai Po Che etc. Also, Amit ki latest series Avrodh: The Siege SonyLiv par release hone waali hai.
Breath Ke Experience Ko Lekar Kaha
Interview mein unse pucha Gaya ki Amit ke character Breath ke dusre season me kaise different hoga?. He replied, “Mera Breath ke season1 mein police officer aur Sharabi ka character tha. Aur Abhi season2 me thoda better character hai. Writers ne mere role ko aur bhi damdaar aur acha likha hai. Mai aapne role ke liye excited hoon.
Question- Breath ke season2 mein aapke liye sabse acha challenging part kon sa tha?
Amit Sadh- Breath se pehle mera career damage tha lekin pehle season ke baad mujhe audience ne bahut Pyaar mila jo ki special tha. Maine unke saamne jo benchmark set kar diya tha usse phir se chhu pana aur sabki umeedein par Khara utarna hi sabse Baha challenge hai.
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par