Second phase of corona looks like more dangerous than its birth.Ab to corona bda ho gya. Aajkal k bacche bilkul baat nhi sunte hein. Kya pata kal ko Corona – Katrina baccha “Kaatona” bhi ho jaaye. Sab k sab Zombie ban jaayenge.
First yearies k dukh
First yearies ne to abhi tk college ko dekha tak nhi.Kya is mahool main zeena bhi koi zeena hota hai. Na hum apni marzi se khin jaa skte h aur nhi aa skte. Kya hum ye sb bas ek pinjre ke andar se dekhte rhenge.kya humari koi feelings nhi hai . Kya krein mar jayein. Hum freshers jb apne kbde khridte h to mom’s be like Ek size bda dikhana . Jb tk college khulenge ye bhi chote hi ho jayenge. we dont only miss college…I miss college, friends, partying, wearing new dresses and most imp info offline lectures with our fav teachers.
Humara to breakfast aur class saath main hoti h aur agr classes ki baat krein to kya hi kehna mute kr so jaana . Aaj kl bs yhi duniya h humari . Kuch keh nhi skte bs mn hi mn gum k baadal hai.Sbse bdi problem to ye hai ki humari zindagi main itni saari problem hai pehli konsi problem solve krein yhin nhi pta. Jitni humari Neet Jee main rank aane wali hai usse jyaada to corona cases bdh rhe hain aajkal.
Students Ki Duvidha
Taarik pe taarik … Taarik pe taarik my lord. Jb class 10 th exam cancel kr diye to humein kyon roke rkha hain ji.Giving offline exams after online classes is like joining army after playing free fire.Class 10th students be like – Hai celebration naacho dhana dan , music bjao kehdo sbse Aaj ki party meri taraf se.
( Meanwhile)Moms be like – lo jhaadu aur ho jao shuru.
Weekend Curfew In National Capital
holidays /araam farmana / Mastikhori /kaamchori
Agr hum baat krein apne aas pdos k ilake ki to lgta h corona kis khet ki muli k naam hai . Pr jb news chlaye h to schhai k saamna hota humse. Aur ab to corona ne aisi Raftaar pkdi h ki khin fullstop hi nzaar nhi aa rha door door tk. India k ek usul h hum mehmaano ki ache se khatirdaari krde h aisa lgta h ki ye usi k result hai . Jis kaaran se corona jaana hi nhi chahta ya khin jaane k raasta bhool gya h .
Ab to corona ki anniversary tk bn chuki hai . What a coincidence anniversary bhi itni dhoom shaam se jaise birth time thi. Corona be like- Ab to mai Ek saal ka ho gya hoon.Reality is that when we find out our normal daily lifestyle is called “quarantine”. Aajkal thi to ho rha hain khaana peena aur sona h bcho ki zindagi main. Online classes to keval naam k liye h . Us time to insta scroll kiya jaata hain.Final year students ke armaano pr to paani hi fir gya . Farewell bhi online mil rhi h unhe to .