Why is Kerala facing Covid crises?
Kerala ne weekends par complete lockdown lgane ka bhi faisla lia hai. Kerala Mein over 22,000 new covid infection dekhne Ko Mila Hai pichhle 3 Dinon mein. India ki agar dusri States ki baat ki jaye to vahan par cases 10000 Tak bhi nahin Hai. Aur kisi ko lekar bahut saare questions saamne aa rahe hai lekin iska answer kisi ke pass nahin Hai. #Covid Crises
Questions | Covid Crises
Kerala Mein high testing Kiya ja raha hai iski vajah se bhi ho sakta hai. Lekin Agar Ham baat Karen Delhi ki to yahan par sabse jyada number of testings ki ja rahi hai. Vahan ki jo state government hai wo keh Rahi Hai Ki hamne restrictions ko kuchh kam Kiya Hai. Jiski vajah se Achanak se itni saare cases dekhne Ko mil rahe Hain.
Lekin Usi time Agar Ham dusre rajyon ki baat kare to vahan par bhi yahi situation Hai vahan par bhi lockdown hata Diya Gaya Hai restriction hata di gai hai lekin itne cases nahin dekhe ko mil rahe. Khin par agar achanak se cases badh rhe hote hai to wahan par mostly naya variant paaya jaata hai. Lekin kerala mein aisa bhi kuch nhi hai. #Covid Crises
Kya karan ho sakta hai itne cases ke piche? | Covid Crises
Isme ye dekha jaa rha tha bharat ke andar already kitne loge affect ho chuke hai. Survey ke dwara yeh Paya gaya tha ki India ki 11 States aisi hai Jahan Ki already two third population ko coronavirus ho chuka hai. It means unki body ke andar already antibodies present hai. Lekin Kerala ke andar 44.44% population hai jinko corona hua tha. Kerala ki Aadhi se jyada population vulnerable hai yani ki jinko Abhi Tak covid nahin hua tha. #Covid Crises
To logon ke andar itni antibodies generate nhi Hui Hai To yah bhi Karan ho sakta hai coronavirus ke badhne ka. Highest number of testing mein Delhi ke baad Kerala hi aata hai. Aur state government ka kahana hai ki hamare yahan par testing bahut jyada ki ja rahi hai. Aur Kerala mein test positivity rate be high Paya gaya hai.#Covid Crises
Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin