kya aapko pata hai ki social media platform ‘WhatsApp’ new features la Raha hai. However, ham sab hi Whatsapp use karte hai and din bhar apne friends and family se baat karte hai. In other words, agar aapko fast reply chahia to WhatsApp pe aapko aapki priority ke hisab se hi message milta hai. Moreover, ab users ko animated stickers and QR code Joki contact ko scan karne ke liye hai, ye new feature mill sakta hai. For instance, WhatsApp yaha tak ki JIO ke phones mein status support and web ke liye dark mode ka feature bhi include kiya jaega.
WhatsApp ki company ne apne blog mein post update kiya ki wo WhatsApp ka experience interesting and simple rakhna chahate hai. So that apki family and friends ek dusre se Bina kisse issue ke connect rahe. Therefore, wo jald se jald Whatsapp ko upgrade karne ka sochh rahe hai.
Chaliye ek baar najar daalte hai whatsapp ke new features par –
1) Animated Stickers –

WhatsApp hamesha se kuch naya and productive feature lata aaya hai. But ye jo Animated feature hai ye aapke conversation ko aur bhi interesting kardega. Moreover, users ko nai update mein jo stickers milenge usko wo dekh bhi skate And save karke send bhi kar sakta. Animated sticker badhe hi attractive and funny honge bas problem ye bataye jaare hai ki wo repeat nahi ho sakte.
2) QR Code –

Kya aapko pata hai ki QR code ka benefit kya hai?
Ab aapko kisse ka number add and likhne ki jarurt nahi hai. However, aapko sirf QR code apne new friend ya kisse ka bhi mobile mein se code scan karna hai and aapke pass doosre mobile phone ka number aajaega.
3) Dark Mode For Web

So basically ye mode ka intezaar web pe sab karte hai and ye mode dark colour ka hote hai. Also, ye Abhi sirf android, IOS mein tha but ab web version mein bhi araha hai. Similarly, isse aapka laptop mein Whatsapp aur bhi attractive and entertaining lagega.
4) Group Video Call Mein Hogi Improvement

Whatsapp ka ye feature mujhe toh bohot hi interesting laga. Ham video call jab karte hai toh hame har kisse ko video call karna padhta hai group video chat ke liye. Therefore, ye feature mein aapko group chat banake ek tap se hi direct app group video call kar sakte ho
[starbox Id=shivangi]
Also Read: Latest Stories from on Entertainment, Lifestyle and Currently In Trend
Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin par