in

WowWow

Dogs Ko Train Kiya Jayega Ab Covid cases Detect Karne Ke Liye

Dogs can be trained to detect 90% covid cases even asymptomatic

USA and UK me study Hui Hai jiska kehna Hai ki dogs coronavirus ko smell kar sakte hain. Dogs ko train Kiya Gaya Hai coronavirus Ko smell karne ke liye. Dogs Bina kisi test ke bus apni smell ke basis par symptomatic Aur asymptomatic donon corona cases ko hi detect kar sakte hain.

Dogs Can Be Trained To Detect 90% Covid Cases, Even Asymptomatic: Study -  NewzRadar

Research In USA And UK

UK and US mein dogs ko train kiya gaya tha coronavirus ko detect karne ke liye. Aur inki accuracy rate 90% se bhi jyada Pai gai hai. Ham ne pahle bhi suna hua hai ki drugs and explosive ko detect karne ke liye dogs ka use Kiya jata hai. Aur sath hi sath kuchh dogs ko disease identify karne ke liye bhi use Kiya jata hai. Dogs ab To kuchh jyada hi wafadar lagte Hain.

Coronavirus (COVID-19): Glossary of Common Terms

Can Dogs Be Used In Future To Detect Covid Cases ?

To ab aap sabko kya lagta hai ki kya in test ke bajay ab dogs ka istemal Kiya Jayega identify karne ke liye. Ine ka kahana hai ki agar is study ko aur jyada improve kiya jaaye aur iski accuracy rate ko acche se identify kiya jaaye so jo bhi crowd ke places hote Hain.

Like airports ,railway stations in places par har ek person ka test karna thoda difficult ho jata hai.To vahan per dogs ka istemal Kiya ja sakta hai detect karne ke liye.

Detection dogs show promise sniffing out COVID | Honolulu Star-Advertiser

Several Researches:

In April researchers from the University of Pennsylvania and collaborations published a study in the journal PLOS one describing ki kaise eight Labrador retriever and a Belgian malinois ko train Kiya gaya tha urine samples ko identify karne ke liye aur wo urine Patients ka tha jinko coronavirus tha. Or unko usme se covid or non covid patient ke samples ko alag karna tha jiski accuracy 96% pai gai thi.

And last week researchers from the London school of hygiene and tropical medicine and collaboration ne pre print mein kaha Tha ki unhone six dogs ko train kiya tha to identify odour samples from infected people with upto 94% accuracy.

Dogs Are Helping Sniff Out Covid-19, Even in Patients Who Are Asymptomatic

Why we choose only Dogs ??

Abhi kiye question bhi aata hai ki Keval dogs ko hi kyon chuna Gaya is kam ke liye rather than other animal. Iska reason Hai kyunki dogs ki smell power bahut jyada hoti hai . Medical detection dogs cites evidence that the trained dogs able hote Hai Insan ki diseases ko pahchanne mein. example hai Parkinson disease joki aged human beings ko Hoti Hai aur dogs ek do sal pahle hi bata detein hai ki ye disease Hone wali Hai ya nhi.#dogs

Dogs can be trained to identify 90% COVID cases even when patients are  asymptomatic: Study

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

WhatsApp File Case Against Indian Government

Blood Supermoon : Blood Moon And Lunar Eclipse Ek Saath