in

WowWow

Dr. Rajendra Bharud : Bhagwan Ka Bheja Hua Farishta

Maharashtra Jahan par corona ka sabse jyada asar dekhne Ko mil Raha Hai .yahi wo state Hai Jahan per oxygen insufficiency ki vajah se logon ke mrityu bhi ho rahi hai. Isi beech dr rajendra bharud ji ki entry hui. Ye Maharashtra ke Nandurbar district ke collector hai .

DR RAJENDRA BHARUD KE KADAM:

unhone apni Puri district mein medical oxygen supply, hospital bags isolation wards for covid-19 patients or vaccination drive bhi plan kare hai. Inhone September 2020 mein anuman Laga Liya tha ki covid-19 ki bHI second, third wave hogi Jaise aur sabhi waves ki generally hoti hai.

PHOTOS: Due to the bad situation mother taught him by selling liquor then  after MBBS, an IPS the Dr. Rajendra Bharud becames an IAS aau 85  |परिस्थितीमुळं आईन दारु विकून शिकवलं; MBBS,
Dr Rajendra Bharud

inhone apne district mein 150 ventilator beds and 2 oxygen plants jinki combining capacity 2400 produce Karti Hai per minute. Gujarat aur Madhya Pradesh se bhi log Nandurbar district mein ilaaj karane aa rahe hain. Kyunki Maharashtra border state padta hai Gujarat aur Madhya Pradesh ka.

DR RAJENDRA BHARUD KI PREDICTION:

Pehle Nandurbar district mein koi bhi oxygen plant nahin tha . Dr Rajendra Bharud laga tha ki jab second wave aayeygi to oxygen ki Kami ke Karan logon ki mrityu bhi ho sakti hai . Aur Aisa hi hua . unke man Ka dar sach Ho Gaya. Covid-19 ki second wave Maharashtra ke January – February mein aa gai thi. Nandurbar district mein Ek hi din ke andar 1210 cases a gaye the..
dr rajendra bharud aur unki team ko laga tha ki sirf ek hi oxygen plant enough nahi hai. unhone ab ek aur oxygen plant bhi lagva Diya.

DR RAJENDRA BHARUD KE DWARA AVAILABLE RESOURCES KA USE :

dr. rajendra bharud ne available resources ka itne acche se use kiya hai .ab ham dekhte hain unhone kya kya kiya hai . schools ko covid-19 centres mein convert kar diya .unhone 60000 beds for just isolation and 1300 beds with ICU or ventilator facilities lgwaye. Jaise ki ham sabhi jante hi hai ki is sal school to khule hi nahin corona ki vajah se Keval online classes hi chal rahi hai to unhone yahi sab soch kar schoo mein hi beds lgwadiye.

DR RAJENDRA BHARUD KI VACCINATION DRIVE:

Vaccination ke liye ham logon Ko hospitals Tak bula rahe hain. Aapko Laga hoga ismein kaun si naI baat Hai. Ye to ham jaati hi hai. To chaliye ab dekhte hain. Nandurbar tribal dominated area hai aur vahan per 45 se upar jitne bhi log hai unme se 1 lakh ko to already vaccination lag chuki hai.

Jaise ki ham ne bataya ki Nandurbar district mein jyadatar tribal population hai jiske karan health awareness , technology ka abhav hai. logon Ko itni jyada information nahin Hai . lekin ine sab ki bawjud bhi 1 lakh people already vaccination kara chuke hain.dr rajendra bharud ne wo kar dikhaya jo namumkin sa lagta tha.

DR RAJENDRA BHARUD KI SOCH:

Inka maana tha jab administration logon ke pass Jayega tabhi corona se chutkara milega. Unhone logon Ko bulane ke bajay khud hi slot allot Kiye th alag alag areas ke liye. dr rajendra bharud16 vehicles ko allot Kiya har part of district ke liye taki vaccine di ja sake. Isi ki madad se logon ko hilly terrain par travel nahin karna pada vaccine lagane ke liye.

Dr.Rajendra Bharud IAS updated their... - Dr.Rajendra Bharud IAS | Facebook


Jyaadatr logo ko to hesitation hoti hai vaccine lagwane se pehle wo sochte h pata nhi kya hoga . Khin ye khatarnak to nhi … wgreh wgreh khyaal aate hai.Social behaviour or attitude change laane ke liye dr rajendra bharud ne teacher or sarpanches ko kaha ki aap situation ki seriousness ko logo ko smjhaiye.Taaki log vaccination karane ke liye Raazi Ho.


Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

covaxin and covishield

Covaxin And Covishield kon Hai Jabardast ???

robo plant technology

Robo Plant Technology :Plants Bhi Bolenge