in

Exams Honge Ab Open Book Format Me, Due To Corona Pandemic

Corona ne Badal liya hai Roop, Exams ab ho rahe hai Open Book Format se. IIT, IIIT, NIT and National Law University ne exams ke liye discover kar liye hai naya option. Corona pandemic ke Wazah se. Ye situation cities me conducted national level ke 4 bade organizations me pehli baar all semesters ke exam online liye jaa rahe hai. IIT, IIIT, National Hidayatullah Law University and NIT me semester exams start ho chuke hai. Inme se 2 organizations me Open Book Format me exams conduct karaye jaa rahe hai. Students ko exams me book dekhne ki permission di gayi hai.

While 2 organizations project work and midterm exams bases par marking kar rahe hai. In 4 organizations ki exams ke result something July ki end Month tak Announce kar diye jayege. Special baat ye hai ki corona pandemic me bhi colleges apne naye sessions august month se hi start karege.

NIT

Dr Vikram Sarabhai Centenary Celebration kicks up at National ...

NIT pehli baar Exam ke waqt book dekh sakenge students. B. Tech, B.Arch, MSc, And M.Tech ke sabhi semesters ke exam online liye ja rahe hai. ‘Assistant Swasti Sthapak’ ne bataya ki exams ka time table issue kar diya Gaya hai. Exams me concept based questions puche jayege. So that students apni mental capacity se question ke answer de sakege.

IIT students whatsaap ke through send kar rahe hai Answer sheet. IIT me 8 July se exam start hue hai,. Ye 11 July tak chalege. Faculty email se paper send kar rahe hai. Students ko laid down time me email and whatsaap se answer-sheet send karne ke instruction diye gaye hai. Yaha bhi openly book dekhkar Exam dene ka concession hai. Result open karne ke baad 28 July se new session start kar diya jayege.

National Law University

National Law University pehli baar project work and midterm exam ke bases par hogi marking. Hidayatullah National Law University me project work and midterm exam ke bases par

National Law University - Jodhpur

result banaye jayege. As the way, practical life me problem solve karne ke liye approach apnea jati hai, that the way Exam me bhi practical approach follow Karni hogi.

IIT

IIT Bombay, Delhi ranked among top 50 engineering institutes ...

IIT Assignment and last semester result based par banaye jayege iss baar ka result. IIIT me assignment and midterm exam ke bases par result banaye jayege. Final semester ke exam ho chuke hai. Rest semester ke liye assignment submit karne ki Last Date 10 July hai. ‘Assistant Registrar Harish Singh’ ne kaha hai ki result 22 July ko open kar diya jayega and new session 5 august se start kiya jayega.

[starbox Id=kajal]

Also Read: Latest Stories from on EntertainmentLifestyle and Currently In Trend

Agar Apko Hamara Article Pasand Aaya Ho. Then Apne Views hame Comment Box Me Jarur Likhe & share kare apne friend circle me. Aur Bhi Chatpate Khabro Ke Lie Hame Follow Kare hame  Facebook Instagram Twitter Linkedin par

What do you think?

Written by Ratnakar Upadhayay

A Business Development Manager and Internet Industry veteran with more than 7 years of experience in Sales Operations, Events & Weddings, Social Media Marketing, Business Development & Strategy.

Toyota Corolla Cross SUV Me Hai Break Hybrid Powertrain

Breathe Into The Shadow : Amazon Par Hui Release