in

Free temple movement : Sadhguru

Jo public temples hote hain un par state government ka Adhikar hota hai aur free temple movement ek public movement hai Joki state government ke control ko hatana chahta Hai aur saara control bhakton or devotees ke hath mein de Dena chahtein hai.

Aur Unka yah bhi Mana Hai Ki Jo dusre religious groups hai like Muslims mosques un par state government ka nhi balki community ka hi Adhikar hota Hai. To fir inki demand hai ki jo temples hai unhe state government kyon control kar rahi hai unhein bhi community ke hath mein de Dena chahie.

Join the movement started by Sadhguru to free temples from Government  control and be handed over to devotees, give a missed call to the number  (in India) 83000 83000 to show your

Jaggi Vasudev – Sadhguru | Free Temple Movement

Jaggi Vasudev jinko sadhguru ke naam se Jana jata hai inhone recently ek campaign launch Kiya Hai ‘a missed call campaign’ demanding that temples in Tamilnadu should be’ freed from government control‘. Vasudev jo ki ek spiritualist Hai unke bahut jyada followers hai including many celebrities and considerable political clout. Aur free temple movement koi nai movement nahin Hai ya pahle se bahut bar chalaye ja chuki hai.#free temple movement

Sadhguru Initiates 'Free Tamil Nadu Temples' Movement on Twitter, Appeals  to Citizens to Join via 100 Tweets

Truth behind Claims | Free Temple Movement

India ek secular country hai to logon ka kehana hai ki agar mosque, churches pad government ka control nahin Hai To temples par control kyon Hai?

Sabhi States ne apne alag alag laws banaa rakhein hai jaise ki Tamilnadu has the Tamil Nadu Hindu religious and charitable endowments act 1959. Kerala’s five Devaswom board which govern a majority of Hindi temples are covered under the Travancore – cochin Hindu religious institutions at 1950 Madras Hindu religious act and charitable endowment act 1951,Guruvayoor Devaswom Act, 1978 and Kadalmanikyam devaswom act, 2005.

Join the movement started by Sadhguru to free temples from Government  control and be handed over to devotees, give a missed call to the number  (in India) 83000 83000 to show your

Free temple movement claim karti hai ki jo government hai vo in temples ki help se paise Kama rahi hai. Lekin ye baat bilkul bhi sach nahin Hai Tamilnadu ne Jo act banaye Hai unke hisab se jo temple ka Paisa Hai woh usi ke pass rehta hai na ki government ke pass jata hai.

Tamil Nadu Finance Minister

Tamil Nadu Finance Minister Palanivel Thiagarajan inka kahana hai ki free temple movement ek trah ki nonsense demand hai. Tamilnadu ke finance minister ka ye kehna hai ki jo Jaggi Vasudev Ji Hain another angle dhoond Rahein Hai Paise kamane ka.

MIT Graduate, Investment Banker, Politician: Meet Palanivel Thiagarajan,  Next Finance Minister Of Tamil Nadu
Tamil Nadu Finance minister

Sadhguru ki ek popular spiritual Foundation hai Isha Foundation to vahan par Shivratri ke din kafi bade bade functions hote Hain aur wahan par unki ticket Hoti Hai 5 lakh , 50 thousand
Is trah se. To fir ye spiritual nahin Ek commercial action ho gaya aisa allegation diya gaya finance minister ke dwara. Kya wo ek spiritual man ho sakta hai jo Ek public function Ko itna commercialize kar dein.#free temple movement

PeopleHaveSpoken becomes top Twitter trend as 3 crore people demand freeing  of Tamil Nadu temples

Rv Talks ab Telegram par bhi paae latest update hamare Telegram channel par. Channel ko iss par click kar ke join kare. And aapko ye story kaisi lagi comment box me likh kar jarur bataeyga. And ise apne friends ke sath jarur share kijiega. Aur sath hi hamare social media handles ko follow karna na bhule Facebook | Instagram | Twitter | Linkedin

What do you think?

Written by SG

PUBG Lovers: Aaj Ki Party Meri Taraf Se! Difference Between PUBG And Battlegrounds Mobile?

Life

Life: 5 Lessons To Learn From Warren Buffet Jinhe Hume Apni Life Mein Apply Karne Chahiye!